Share Best nd Best Love Songs.....

1737 views 0 replies
Reply to Topic
deepali

Age: 33
Total Posts: 897
Points: 0

Location:
Pune,
Topic on Feb 13, 2012 02:47 PM

Jo kwaabo khayaloon mein socha nahin tha
Tu ne mujhe itna pyaar diya
Mein jab bhi jahan bhi kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujh pe saya kiya

Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri kwaabo mein tu yaadon mein tu
Irradon mein tu hai

------------------------------------------------------------------------------------------------

Tu hi toh jannat meri, Tu hi mera junoon
Tu hi to mannat meri, Tu hi rooh ka sukoon
Tu hi aakhion ki thandak, tu hi dil ki hai dastak
Aur kuch na janu mein, bas itna hi jaanu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu

Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu
Sajdhe sar jukhta hai
Yaara mein kya karu
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karu


Reply to Topic