Tera Yaar Hoon Main from Sonu Ke Titu Ki Sweety Movie (Rochak Kohli)

Tu jo rootha toh kaun hansega
Tu jo chhoota toh kaun rahega
Tu chup hai toh yeh darr lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahega

Tu hi wajah…
Tere bina bewajah bekar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main

Aaja ladein phir khilono ke liye
Tu jeete main haar jaaun
Aaja karein phir wohi shararatein
Tu bhaage main maar khaaun

Meethi si woh gaali teri
Sun’ne ko taiyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon…

Sajna de rang rangaaiyan ve
Sagna diyan sehnaiyan ve
Dhol wajange yaar nachange
Lakh lakh deo badhaiyan ve

Khusiyan ‘ch nachda main phiraan
Hanjuan ton bachda main phiraan…

O jaate nahi kahin rishte puraane
Kisi naye ke aa jaane se
Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de
Kyun pareshan hai mere jaane se…

Toota hai toh juda hai kyun
Meri taraf tu muda hai kyun
Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe

Ek teri yaari ka hi
Saaton janam haqdaar hoon main
Tera yaar hoon main…

Tera yaar hoon main…
Tera yaar hoon main…

Tera yaar hoon main...

Song Details
Movie
Sonu Ke Titu Ki Sweety
Artist
Rochak Kohli
Music Directory
Rochak Kohli
Music Label
T-Series
Singers
Arijit Singh, Rochak Kohli
Lyricist
Rakesh Kumar (Kumaar), Rochak Kohli

Other Lyrics from Sonu Ke Titu Ki Sweety

Bom Diggy Diggy
Chhote Chhote Peg
Dil Chori
Kaun Nachdi
Lakk Mera Hit
Subah Subah
Sweety Slowly Slowly
Tera Yaar Hoon Main

Other popular Lyrics by Rochak Kohli

Maazaa My Lord (Hawaizaada)
Turram Khan (Hawaizaada)
Hawaizaada Dil (Hawaizaada)
Meer-E-Kaarwan (Lucknow Central)
Tashreef (Bank Chor)
Rozana (Naam Shabana)
Zubi Zubi (Naam Shabana)
Har Gully Mein Dhoni Hai (M.S. Dhoni: The Untold Story)
Atrangi Yaari (Wazir)
Boat Ma Kukdookoo (Welcome to Karachi)