Kya Hoga from Dedh Ishqiya Movie (Vishal Bhardwaj)

Dil ka diya, shab bhar jala..
Tere liye o piya..
Jaate hue jate hue
Kahke gaya kahke gaya
Pyaar didaar didaar..

Dil to diya hai, jaan bhi dede
Aur nazrana kya hoga..
Kya hoga, kya hoga]
Nau ko chhoo ke laut aaya jo..
Wo parwaana kya hoga..
Nau ko chhoo ke laut aaya jo..
Wo parwaana kya hoga..

Kya hoga, kya hoga, kya hoga..
Kya kya ji, kya kya ji, kya hoga..
Kya hoga, kya hoga, kya hoga..
Kya kya ji, kya kya ji, kya hoga..

Sir pe falak hai, falak pe sitare
Aji humne to dekhe hain aankhon mein sare..
O palkon jhukane se kya hoga..
O palkon jhukane se kya hoga..

Kya hoga, kya hoga, kya hoga..
Kya kya ji, kya kya ji, kya hoga..
Kya hoga, kya hoga, kya hoga..
Kya kya ji, kya kya ji, kya hoga..
Dil ka diya, shab bhar jala..
Tere liye o piya..

Kya kya bataayein ke kin kin zamaanon mein
Dekhna hai humne tumhe
O piya, ji piya..
Rumani mausam ki sab daastaanon mein
Dekha hai humne tumhe
O piya, ji piya..

O piya, ji piya..
More piya ji, more piya ji..
More piya ji, piya ji piya ji piya ji piya..
Piya ji, piya ji, more piya..
More piya ji, piya ji piya ji piya ji piya..
Piya ji, piya ji, more piya..

Jaana tu baarish ki aawaz mein..
Kabhi chhaon ke andaaz mein..
Kabhi udti hui dhoop mein..
Kabhi khushboo ki badmaaz mein..

Udte guzarte jo nadiya ne dekha..
Pani pe parchhayi sahla ke dekha..
Ho katra ke ab humse kya hofga..
Katra ke ab humse kya hoga..

Kya hoga, kya hoga, kya hoga
Kya kya ji, kya kya ji, kya hoga..
Kya hoga, kya hoga, kya hoga
Kya kya ji, kya kya ji, kya hoga..

Ai zindagi uspe waar ke aaye..
Sare ehsaan utaar ke aaye..
Humne taare utaare the lekin
Usne to aasmaan loot liya..

Loot liya bhai, loot liya bhai
Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya..
Loot liya bhai, loot liya bhai
Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya..

Parda uthayi ke, ghoongat giraayi ke
Parda uthayi ke, ghoongat giraayi ke
Chain hamara loot liya..

Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya..
Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya..
Nazar uthayi aur..
Nazar uthayi aur, palkein gira ke loot liya..
Nazar uthayi aur, palkein gira ke loot liya..
Salaam-e-shauk ne kuchh is tarah se loot liya..

Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya..
Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya..
Na jaane khoon hua..
Na jane khoon hua, kitni aarzuon ka..
Na jane khoon hua, kitni aarzuon ka..

Labon mein paan ki surkhi laga ke loot liya..
Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya..
Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya..

Wafa se loota kabhi kabhi
Aur kabhi daga se loot liya
Wafa se loota kabhi kabhi
Aur kabhi daga se loot liya
Sitam sitam hai, sitam sitam hai..
Sitam sita sitam, her ada pe loot liya..

Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya..
Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya...

Song Details
Movie
Dedh Ishqiya
Artist
Vishal Bhardwaj
Music Directory
Vishal Bhardwaj
Music Label
Shemaroo Music
Singers
Master Saleem, Shahid Mallya
Lyricist
Gulzar (Sampooran Singh Kalra)

Other Lyrics from Dedh Ishqiya

Dil Ka Mizaaj Ishqiya
Hamari Atariya Pe
Horn OK Please
Jagaave Saari Raina
Kya Hoga
Zabaan Jale Hai

Other popular Lyrics by Vishal Bhardwaj

Khamakha (Matru Ki Bijlee Ka Mandola)
Totey Ud Gaye (Ek Thi Daayan)
Carbon Copy (Drishyam)
Chor Police (Matru Ki Bijlee Ka Mandola)
Chupdi Chachi (Chachi 420)
Dum Ghutta Hai (Drishyam)
Lautungi Main (Ek Thi Daayan)
Badal Uthiya (Matru Ki Bijlee Ka Mandola)
Alvida (Bhagmati)
Kajrare Naina Wali (Chupke Se)