Jagega Insan Zamana Dekhega from Aadmi Aur Insaan Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Jagega insan zamana dekhega
Jagega insan zamana dekhega
Uthega tufan zamana dekhega
Jagega insan zamana dekhega
Jagega insan zamana dekhega

Bahata chalega milo naharo ka pani
Jhumegi kheti jaise jhume jawani
Chamkega desh hamara o mere sathi re
Aankho mein kal ka nazara mere sathi re
Chamkega desh hamara mere sathi re
Aankho mein kal ka nazara mere sathi re

Navyug ka vardan zamana dekhega
Jagega insan zamana dekhega
Jagega insan zamana dekhega

Phirte the mulko mulko jholi psare
Ab se jiyenge hum bhi apne sahare
Chamkega desh hamara mere sathi re
Aankho me kal ka nazara mere sathi re
Chamkega desh hamara mere sathi re
Aankho me kal ka nazara mere sathi re

Bhare hue khlihan zamana dekhega
Jagega insan zamana dekhega
Jagega insan zamana dekhega

Phutega mauti banke apna pasina
Phutega mauti banke apna pasina
Duniya ki kaume humse sikhengi jina
Chamkega desh hamara mere sathi re
Aankho mein kal ka nazara mere sathi re
Chamkega desh hamara mere sathi re
Aankho mein kal ka nazara mere sathi re

Kal ka hindustan zamana dekhega
Jagega insan zamana dekhega
Jagega insan zamana dekhega..

Song Details
Movie
Aadmi Aur Insaan
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Sahir Ludhianvi

Other Lyrics from Aadmi Aur Insaan

Bacha Le Ae Maula Ae Ram
Itni Jaldi Na Karo
Jagega Insan Zamana Dekhega
O Nile Parbaton Ki Dhaaraa
O Yara Dildara
Zindagi Ittafaaq Hai
Zindagi Ke Rang Kai

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)