Raja Saheb Ghar Nahin from Aaj Aur Kal Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Ba adad ba mulaheja ba hosiyar
Nahi nahi beadab be mulahija be muhar
Raja sahab ghar nahi hamko kisi ka dar nahi
Aj to gardan unchi karke kahenge ham so bar
Beadab be mulahija be muhar
Ba adad ba mulaheja ba hosiyar
Raja sahab ghar nahi hamko kisi ka dar nahi
Aj to gardan unchi karke kahenge ham so bar
Beadab be mulahija be muhar
Ba adad ba mulaheja ba hosiyar

Nachenge or gayenge chikhenge chilayenge
Man marji ka pahnenge man marji ka khayenge
Mahal ki unchi diwaro se dur hai pahredar
Beadab be mulahija be muhar
Ba adad ba mulaheja ba hosiyar
Chup gaddar

Ankhe jhuki jhuki ho kyu
Sanse ruki ruki ho kyu
Raja ji jab yaha nahi to bate ho betuki kyu
Aj ke din to band karo ye jhut ka karobar
Beadab be mulahija be muhar
Ba adad ba mulaheja ba hosiyar

Rajo or sultano ka, kissa gaye jamano ka
Rajo or sultano ka, kissa gaye jamano ka
Insano ke age kyu shish jhuke insano ka
Aye samjha yug in rasmo se hai bejar
Beadab be mulahija be muhar
Ba adad ba mulaheja ba hosiyar..

Song Details
Movie
Aaj Aur Kal
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Lyricist
Sahir Ludhianvi

Other Lyrics from Aaj Aur Kal

Itni Haseen Itni Jawaan Raat
Maut Kitni Bhi Sangdil Ho
Mujhe Chhedo Na Kanha
Mujhe Gale Se Laga Lo
Raja Saheb Ghar Nahin
Taqat Na Hoga Taj Na Hoga
Yeh Wadiyan Yeh Fizayen

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)