Bewafa Hai Hum from Aankh Micholi Movie (Chitragupta Shrivastava)

Chaliye ji bewafa hai
Hum nazre churane wale
Tum bhi to kam nahi
Babu dil ke lagane wale
Chaliye ji bewafa hai
Hum nazre churane wale
Tum bhi to kam nahi
Babu dil ke lagane wale

Dhadkan pe tera hi hath nahi
Lakho hai ekta ki bat nahi
Dhadkan pe tera hi hath nahi
Lakho hai ekta ki bat nahi
Tum hi nahi milte
Yahi sare zamane wale
Chaliye ji bewafa hai
Hum nazre churane wale
Tum bhi to kam nahi
Babu dil ke lagane wale

Jo kal tha chalta hai zor wahi
Hoye apni mehfil ka taur wahi
Jo kal tha chalta hai zor wahi
Hoye apni mehfil ka taur wahi
Chal bhi diye aa bhi
Gaye bate bnane wale
Chaliye ji bewafa hai
Hum nazre churane wale
Tum bhi to kam nahi
Babu dil ke lagane wale

Chahat se milta hai koi kaha
Dil jode aisa hai kon yaha
Chahat se milta hai koi kaha
Dil jode aisa hai kon yaha
Jidhar chale humko
Mile thokar lagane wale
Chaliye ji bewafa hai
Hum nazre churane wale
Tum bhi to kam nahi
Babu dil ke lagane wale
Chaliye ji bewafa hai
Hum nazre churane wale
Tum bhi to kam nahi
Babu dil ke lagane wale..

Song Details
Movie
Aankh Micholi
Artist
Chitragupta Shrivastava
Music Directory
Chitragupta Shrivastava
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Aankh Micholi

Bewafa Hai Hum
Jalega Jahan Sanam Chup Rahiye
Jate Jate Humse Khafa Ho Gaye
Suniye To Zaraa

Other popular Lyrics by Chitragupta Shrivastava

Dagabaaz Ho Banke Piya (Burmah Road)
Dagabaz Piya (Aulad)
Humne To Diya Ye Dil Tumhe (Burmah Road)
Dil Ka Diya Jalaa Ke Gaya (AakashDeep)
Beta Jamure Keh De Duniya Ko (Biradari)
Gaya Ujala Suraj (AakashDeep)
Bewafa Hai Hum (Aankh Micholi)
Suniye Jana Kya (AakashDeep)
Kare Kare Badra (Bhabhi)
Chal Ud Jaa Re Panchhi (Bhabhi)