Pyaar Mohabat from Ab Ke Baras Movie (Anu Malik)

Pyaar mohabbat ishq ibaadat aur kare kya ab ke baras
Tum jo mile ho sab kuch mila hai aur kya chaahe ab ke baras
Pyaar mohabbat ishq ibaadat aur kare kya ab ke baras
Tum jo mile ho sab kuch mila hai aur kya chaahe ab ke baras

Maine bhi kya khwaab sunhera dekha
Har chehre main tera chera dekha
Patjhad bahar basant ya barsaatein
Sab mausam karte hai teri baatein
Tere naam kardi maine sari zindagani
Mere har fasaane mein hai teri kahani
Main bhi to ban baithi hoon teri deewani
Aa jile mar le had se guzar le aur kare kya ab ke baras
Pyaar mohabbat ishq ibaadat aur kare kya ab ke baras

Prem ka rang hai aisa jo na choote
Dor wafa ki jeevan bhar na toote
Betaabi tanhaayi pyaasi raatein
Jaaneman sab hai teri saugaate
Bekaraiyun ki halat kaise main bataaun
Ungliyon pe gin gin ke din main guzarun
Chaahat yehi tujhko dulhan banaaun
Oh hum joli rasmo ki doli le tu aaja ab ke baras
Pyaar mohabbat ishq ibaadat aur kare kya ab ke baras..

Song Details
Movie
Ab Ke Baras
Artist
Anu Malik
Music Directory
Anu Malik
Music Label
T-Series
Singers
Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Lyricist
Sameer

Other Lyrics from Ab Ke Baras

Aaya Mahi
Ab Ke Baras
Deewana Aate Jaate
Hoga Hoga
Mein Pyar Me Hu
Mujhe Rab Se Pyaar
Pyaar Mohabat

Other popular Lyrics by Anu Malik

Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo (Ab Tumhare Hawale Watan)
Har Ek Muskurahat (Ankhon Mein Tum Ho)
Time Bomb (Aasmaan)
Deewani Deewani (Aakhri Baazi)
Dil Ko Pathar (Aaghaaz)
Hindustan Hindustan (Border)
Is Mitti Ka Karz Tha Mujhpe (China Gate)
Mann Tera Mera Mann (Aaghaaz)
Ye Kaali Kaali Aankhein (Baazigar)
Ab Ke Baras (Ab Ke Baras)