Woh Paas Bhi Rahkar Paas Nahin from Afsana Movie (Various Artists)

Wo paas bhi rahkar paas nahin
Ham door bhirahkar door nahin
Ham door bhirahkar door nahin
Do bichchde huye dil mil jaaye
Kismat ko bhi manzoor nahin
Kismat ko bhi manzoor nahin

Wo aaye to dil ka afsaana
Ham kah naa sake wo sun naa sake
Wo hamse judaa kyun rahte hain
Wo hamse judaa kyun rahte hain
Jo dil se hamaare door nahin
Jo dil se hamaare door nahin
Wo paas bhi rahkar paas nahin
Ham door bhi rahkar door nahin
Ham door bhi rahkar door nahin

Ai bigdi huyi taqdeer bataa
Kyaa hamse huyi hai aisi khata
Kashti ko kinaara mil jaaye
Kashti ko kinaara mil jaaye
Bedard tujhe manzoor nahin
Bedard tujhe manzoor nahin
Woh paas bhi rahkar bhi paas nahi
Ham door bhi rahkar door nahin
Ham door bhi rahkar door nahin..

Song Details
Movie
Afsana
Artist
Various Artists
Music Directory
Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Asad Bhopali

Other Lyrics from Afsana

Aaj Kuchh Aisi Chot Lagi Hai
Chaupati Pe Kal Jo Tujh Se
Duniya Ek Kahani Re Bhaiya
Khushiyon Ke Din Manaaye Jaa
kismat Bigdi Duniya Badli
Muhabbat Ka Dono Ke Dil Par
Tere Khayal Mein Bachpan Ki
Woh Aaye Baharein Laye
Woh Paas Bhi Rahkar Paas Nahin

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)