Ek Ajnabee Haseena Se from Ajanabee Movie (Rahul Dev Burman)

Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi
Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi
Phir kya huwa yeh naa puchho, kuchh aisi bat ho gayi
Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi

Woh achanak aa gayi, yun najar ke samane
Jaise nikal aya ghata se chand
Woh achanak aa gayi, yun najar ke samane
Jaise nikal aya ghata se chand
Chehare pe julfen, bikhari huyi thi, din me rat ho gayi
Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi

Janeman janejigar hota mai shayar agar, kahata gajhal teri adao par
Janeman janejigar hota mai shayar agar, kahata gajhal teri adao par
Maine yeh kaha toh mujhse kafa woh janehayat ho gayi
Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi

Khubsurat bat yeh char pal kaa sath yeh, sari umar mujhko rahega yad
Khubsurat bat yeh char pal kaa sath yeh, sari umar mujhko rahega yad
Mai akela tha magar, ban gayi woh hamsafar, woh mere sath ho gayi
Ek ajnabi hasina se yu mulakat ho gayi...

Song Details
Movie
Ajanabee
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
R D Burman
Music Label
Tips Music
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Ajanabee

Bheegi Bheegi Raaton Mein
Ek Ajnabee Haseena Se
Hum Dono Do Premi
Satrah Baras Ki Chhokariyan

Other popular Lyrics by Rahul Dev Burman

Paise Ka Khel Nirala (Biwi O Biwi)
Aaja Meri Jaan (I Love New Year)
Suno Kaho Kaha Suna (Aap Ki Kasam)
Karwaten Badalte Rahe (Aap Ki Kasam)
Chunri Sambhal Gori (Baharon Ke Sapne)
Is Mod Se Jate Hain (Aandhi)
Allah Tera Nighebaan (Abdullah)
Hum To Hai Chhui Mui (Agar Tum Na Hote)
Kuch Humko Tumse Kehna Hai (Alag Alag)
Sare Shahar Mein (Alibaba Aur 40 Chor)