Yeh Zindagi from Anjaan Movie (Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah))

Yeh zindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye
Yeh zindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye
Yeh zindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye
Yeh zindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye
Yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jajba hain
In sare rishto me ye ek ajooba hain
Yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jajba hain
In sare rishto me ek ajooba hain
Isame mohabbat hain isame shikayat hain
Isame shararat hain jo bhi hain dil se hain
Yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jajba hain
In sare rishto me ye ek ajooba hain
Yeh zindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye
Yeh zindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye

Daulat yeh milti hain, milti hain kho jati hain
Shauhrat yeh milti hain, milti hain kho jati hain
In sabke bad toh yeh dosti reh jati hain
Aur phir se jiwan me yeh sab kuchh de jati hain
Jeewan kee sari khushiyo se badhke yeh dosti hain
Sare najar se unchi yeh khubsoorati hain
Jeewan kee sari khushiyo se badhke yeh dosti hain
Sare najar se unchi yeh khubsoorati hain
Jiski tamanna me hee har ek pujari bhi hain
Insaniyat ke mandir kee aisi yeh murti hain
Andhi aane do, tufan aane do
Har mushkil se bachaye yeh dosti
Hamko sambhale, hamko sanvare
Hamko jina sikhaye yeh dosti
Yeh dosti, yeh dosti
Yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jajba hain
In sare rishto me ye ek ajuba hain
Isame mohabbat hain isame shikayat hain
Isame shararat hain jo bhi hain dil se hain
Yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jajba hain
In sare rishto me ek ajooba hain
Yeh zindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye
Yeh zindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye

Waise toh har din me koyi naa koyi milta hain
In sab me mushkil se ek yar sachha hota hain
Jisase karke bate yeh mann halka sa hota hain
Aur salo ke bad bhi woh apna sa lagta hain
Jispe tujhe bharosa hain ha sachha yar woh hain
Jo tere gham me rota hain ha sachha yar woh hain
Jispe tujhe bharosa hain ha sachha yar woh hain
Jo tere gham me rota hain ha sachha yar woh hain
Jo too kisi musibat me woh bin bulaye aaye
Aur khud kee zindgi bhi de ha sachha yar woh hain
Koyi jati janey naa koyi majhab janey naa
Bas insano ko janey yeh dosti
Gaddari janey naa farebee janey naa
Bas sachhayi pehchane yeh dosti
Yeh dosti, yeh dosti, yeh dosti
Yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jajba hain
In sare rishto me ye ek ajooba hain
Isame mohabbat hain isame shikayat hain
Isame shararat hain jo bhi hain dil se hain
Yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jajba hain
In sare rishto me ye ek ajooba hain
Yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye
Yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye
Yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye
Yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye..

Song Details
Movie
Anjaan
Artist
Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
Music Directory
Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
Singers
Apurv Monga, Aumkar Gholap
Lyricist
Rahul Mehta

Other Lyrics from Anjaan

Awaara Baadal
Bas Ek Zara
Chandni Raaton Mein
Gumshuda Chain
Sunle Mere O Rabba
Yeh Zindagi

Other popular Lyrics by Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)

Jab Gori Ne (Bulandi)
Tamma Ae Tamma (Aar Ya Paar)
Teri Meri Ik Jind (Bulandi)
Chandni Raaton Mein (Anjaan)
Bheegi Bheegi Hawa Hai (Calcutta Mail)
Bade Miyan Chote Miyan (Bade Miyan Chote Miyan)
Aar Ya Paar (Aar Ya Paar)
Gum Sum (Chhal)
Hungama Ho Jaaye (Bulandi)
Koi Aayega (Asambhav)