Bewafa Bar Mein from Annarth Movie (Anand Raj Anand)

Dokha mila hai pyar mein aaja
Lut gaye share bazar mein aaja
Dokha mila hai pyar mein aaja
Lut gaye share bazar mein aaja
Baj gaya takdir ka baja
Gum na kar aaja
Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Bewafa bar mein, bewafa bar mein

Dokha mila hai pyar mein aaja
Lut gaye share bazar mein aaja
Baj gaya takdir ka baja
Gum na kar aaja
Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Bewafa bar mein, bewafa bar mein

Lut gayi jo teri kholi
Uth gayi mahbuba ki doli
Lut gayi jo teri kholi
Uth gayi mahbuba ki doli
Aaj jamane ko to bole
Gum na kar aaja
Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Bewafa bar mein, bewafa bar mein

Mili naukari chham se aana
Nahi mili to gum se aana
Mili naukari chham se aana
Nahi mili to gum se aana
Kismat ka ye khel purana
Gum na kar aaja
Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Bewafa bar mein, bewafa bar mein

Gharwali se hua hai jhagda
Ya phir gali me hua hai lafda
Gharwali se hua hai jhagda
Ya phir gali me hua hai lafda
Hath pada hai tujhko tagda
Gum na kar aaja
Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Bewafa bar mein, bewafa bar mein

Bhula ja sab gadbad ghotala
Paiga chadale tu patiyala
Bhula ja sab gadbad ghotala
Paiga chadale tu patiyala
Khul jayega akal ka tala
Gum na kar aaja
Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Bewafa bar mein, bewafa bar mein

Dokha mila hai pyar mein aaja
Lut gaye share bazar mein aaja
Dokha mila hai pyar mein aaja
Lut gaye share bazar mein aaja
Baj gaya takdir ka baja
Gum na kar aaja
Bewafa bar mein, bewafa bar mein
Bewafa bar mein, bewafa bar mein..

Song Details
Movie
Annarth
Artist
Anand Raj Anand
Music Directory
Anand Raj Anand
Music Label
Crescendo Music
Singers
Adnan Sami, Preeti & Pinky
Lyricist
Dev Kohli

Other Lyrics from Annarth

Aashiq Tera
Akhiyan Na Mila
Bewafa Bar Mein
Deewana Dil
Dil Hai Deewana Tere Pyar
Whisky Pilade

Other popular Lyrics by Anand Raj Anand

Lamha Lamha (Aryan: Unbreakable)
Aala Re Ala Manya (Shootout At Wadala)
Ujla Ujla Roop Suhana (Aakrosh: Cyclone Of Anger)
Jab Mehndi Lag Lag Jaave (Singh Saab The Great)
Yeh Ladki Hai (Aakrosh: Cyclone Of Anger)
Yeh Chehra (Chaahat Ek Nasha...)
Dil Ka Achar (Bin Bulaye Baraati )
Tu Bhi Mood Mein (Grand Masti)
Palang Todh (Singh Saab The Great)
Maula Yeh Bataa (Baabarr)