Dharti Hai Hamari Jaan from Anokha Movie (Various Artists)

Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan
Tumko logo ne
Tumko logo ne
Ab tak kaha hai kishan
Tumko logo ne
Ab tak kaha hai kishan
Par main kehta hu tumko
Par main kehta hu tumko
Is dharti ka bhagwan
Dharti ka bhagwan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan

Tum duniya ke ho ann data
Ho bharat ke bhagya vidhata
Ho bharat ke bhagya vidhata
Ek hi gaw se to nahi hai
Sare desh se hamara hai nata
Sare desh se hamara hai nata
Tum itni fasal badhao
Aur itna anaj ugao
Bukha koi na soye
Are bukha koi na soye
Apne desh ka insaan desh ka insaan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan
Tumko logo ne
Ab tak kaha hai kishan
Tumko logo ne
Ab tak kaha hai kishan
Par main kehta hu tumko
Par main kehta hu tumko
Is dharti ka bhagwan
Dharti ka bhagwan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan.
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan
Tumko logo ne
Tumko logo ne
Ab tak kaha hai kishan
Tumko logo ne
Ab tak kaha hai kishan
Par main kehta hu tumko
Par main kehta hu tumko
Is dharti ka bhagwan
Dharti ka bhagwan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan
Tum duniya ke ho ann data
Ho bharat ke bhagya vidhata
Ho bharat ke bhagya vidhata
Ek hi gaw se to nahi hai
Sare desh se hamara hai nata
Sare desh se hamara hai nata
Tum itni fasal badhao
Aur itna anaj ugao
Bukha koi na soye
Are bukha koi na soye
Apne desh ka insaan desh ka insaan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan
Tumko logo ne
Ab tak kaha hai kishan
Tumko logo ne
Ab tak kaha hai kishan
Par main kehta hu tumko
Par main kehta hu tumko
Is dharti ka bhagwan
Dharti ka bhagwan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan
Dharti hai hamari jaan
Jaan laga kar boye dhan..

Song Details
Movie
Anokha
Artist
Various Artists
Music Directory
Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Other Lyrics from Anokha

Apna Desh Videsh
Dharti Hai Hamari Jaan
Jaaneman Aap Humse

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)