Na Bole Na Bole Na Bole Re from Azaad Movie (Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra))

Naa bole, naa bole, naa bole re
Naa bole, naa bole, naa bole re
Ghunghat ke pat naa khole re
Raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re
Ghunghat ke pat naa khole re
Raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re

Raadhaa ki laaj bhari ankhiyo ke dore
Raadhaa ki laaj bhari ankhiyo ke dore
Dekhoge kaise ab gokul ke chhore
Dekhoge kaise ab gokul ke chhore
Dekho mohan kaa manavaa dole re
Raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re
Naa bole, naa bole, naa bole re
Ghunghat ke pat naa khole re
Raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re

Yaad karo jamunaa kinaare, saanvariyaa
Yaad karo jamunaa kinaare, saanvariyaa
Yaad karo jamunaa kinaare, saanvariyaa
Todi thi raadhaa ki kaahe gagariyaa
Todi thi raadhaa ki kaahe gagariyaa
Is kaaran naa tum sag bole re
Raadhaa naa bole, naa bole re
Naa bole, naa bole, naa bole, naa bole re
Ghunghat ke pat naa khole re
Raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re

Ruthi hui yun naa maanegi chhaliyaa
Ruthi hui yun naa maanegi chhaliyaa
Charano me raadhaa ke, rakh do muraliyaa
Charano me raadhaa ke, rakh do muraliyaa
Baat ban jaayegi haule haule re
Raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re
Naa bole, naa bole, naa bole re
Ghunghat ke pat naa khole re
Raadhaa naa bole, naa bole, naa bole re..

Song Details
Movie
Azaad
Artist
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Directory
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Azaad

Aplam Chaplam
Dekho Ji Bahar Aayi
Ja Ri Ja Ri O Kaali Badariya
Kabhi Khamosh Rehte Hain
Kitna Haseen Hai Mausam
Kitni Jawan Hai Raat
Marna Bhi Mohabbat Mein
Na Bole Na Bole Na Bole Re
O Baliye

Other popular Lyrics by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

O Aasmanwale Shikwa Hai Zindagi Ka (Anarkali)
Chand Chup Chap Hai (Daal Me Kala)
Gore Gore Mukhde (Patanga)
Ab Darr Hai Kiska (Amar Deep)
Deewana Dil Gaaye (Baap Re Baap)
Yeh Munh Aur Dal Masur Ki (Baarish)
O Gori O Chhori (Nadiya Ke Par)
Mohabbat Meri Rang Lane (Nirala)
Dil Ki Kahani Kehna (Sagai)
Kaise Bhaye Sakhi Root Sawan Ki (Pehli Jhalak)