Ae Zindagi Ke Rahi from Bahar Movie (Sachin Dev Burman)

Aye zindagi ke raahi, himmat naa haar jaana
Himmat naa haar jaana
Aye zindagi ke raahi
Aye zindagi ke raahi
Himmat naa haar jaana
Beetegi raat gham ki, badale ga ye zamaana
Aye zindagi ke raahi

Kyon raat ki siyaahi, tujh ko dara rahi hai
Kyon raat ki siyaahi, tujh ko dara rahi hai
Haare huye musaafir, manzil bulaa rahi hai
Haare huye musaafir, manzil bulaa rahi hai
Bas jaaye ga kisi din, ujada jo aashiyaanaa
Beetegi raat gham ki, badale gaa ye zamaanaa
Aye zindagi ke rahi

Haathon se tere daaman umeed ka na chhute

Haathon se tere daaman umeed ka na chhute
Dam tut jaaye, lekin himmat kabhi na tute
Dam tut jaaye, lekin himmat kabhi na tute
Marne mein kya dhara hai, jeene kaa kar bahaanaa
Beetegi raat gham ki, badale gaa ye zamaanaa
Aye zindagi ke rahi..

Song Details
Movie
Bahar
Artist
Sachin Dev Burman
Music Directory
Sachin Dev Burman
Music Label
Saregama
Singers
Talat Mahmood
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Bahar

Ae Zindagi Ke Rahi
Bhagwan Do Ghadi Zara
Duniya Ka Maza Le Lo
Kusoor Aapka Huzoor Aapka
O Pardesiya Pyar Ki
Saiyyan Dil Main Aana

Other popular Lyrics by Sachin Dev Burman

Neend Churayi Chain Churaye (Anuraag)
Ab Ke Baras Bhejo Bhaiya Ko Baabul (Bandini)
Saiyyan Dil Main Aana (Bahar)
Baharon Ki Mehfil Suhani Rahegi (Benazir)
Mubarak Ho Mubarak Ho (Bewaqoof)
Na Tel Aur Na Baati (Ek Ke Baad Ek)
Kanto Se Khich Ke Ye Aanchal (Guide)
Piya Bina Piya Bina (Abhimaan)
Jo Hai Diwane Pyar Ke (Baat Ek Raat Ki)
Na Tum Hame Jano (Baat Ek Raat Ki)