Samadhin Ki Meina from Bahu Ki Awaaz Movie (Vijay Batalvi)

Maina ji maina tota ji tota
Maina ji maina tota ji tota
Samdhin ki maina samdhi ka tota
Samdhin ki maina samdhi ka tota
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
Haye moyaa haye moya haye moya jhutha
Aji wo jhutha
Aji rampur luta bharatpur luta
Rampur luta bharatpur luta
Samdhin ki maina le gaya

Jara suno to meri bat ho jaye jo adhi rat
Karungi tab mai milakat bajadungi subah ke sat
Hu aakhir mai bhi aurat ki jat
Ho fate chak dange
Chite kapde wangu dhoke rakh dange
Chite kapde wangu dhoke rakh dange
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota

Boli samdhin lage tha samdhi ek bhola anjan
Par angana me jab wo ghusa wo nikla beiman
Wo kala wo kala wo kala kala kekeda
Wo kala kala kekeda niyat ka khota
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota

Nagpuri wo santara or jamun ke the angur
Kela tha malwar ka mai to ho gayi chaknachur
Kamar ko jhatka de gaya
Kamar ko jhatka de gaya punjabi ka sota
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota

Jab jhatke pe lagta jhatka
Yu lage kuch andar atka to bolo kya hua
Bolo ise hichki haye haye hichki
Ise hichki kahte sare hote jhatke iske karare
Kisi ko na bolna
Sal alg gaya solwa
Jab andar se kuch sarke upar se tabiyat bhadke
To bolo kya hua bolo na
Jab bhade koi prem kahani
Ho dil hokar apni pani sarak sa jata hai
Bhadak sa jata hai
Jab thand me paasina aaye mera
Tan mere man ko sataye
To bolo kya hua bolo na
Ye bat hai khatere wali ho tere bag ki lachke dali

Sajan ko bol de
Ghunghat pat khol de
Jab tip tip haye haye tip tip
Jab tip tip haye haye tip tip
Jab tip tip rat ko hoti
Sawan me mai nahi soti to bolo kya hua
Din aa gaye tere gori ho tujhe bandh ke
Resam dori dulha le jayega
Ke doli leke aayega

Aaya cham cham karta dulha sang me aaye barati
Lule langde sare inke muh me dalo matti
Dikhte sabhi vilayati chuhe is dulhe ke sathi
Maa dulhe ki budhiya geet pyar ke gati
Dulhe ji ka abba roye tel raha na bati
Byah karwaungi lado jungli hathi
Byah karwaungi lado jungli hathi
Byah karwaungi lado jungli hathi
Byah karwaungi lado jungli hathi
Samdhin ki maina le gaya samdhi ka tota..

Song Details
Movie
Bahu Ki Awaaz
Artist
Vijay Batalvi
Music Directory
Vijay Batalvi
Music Label
T-Series
Singers
Chandrani Mukherjee, Dilraj Kaur
Lyricist
K.J. Yesudas

Other Lyrics from Bahu Ki Awaaz

Chand Ko Banake
Na Chand Na Mang
Samadhin Ki Meina
Tum Ho Kitne Bhole Bhagwan

Other popular Lyrics by Vijay Batalvi

Tum Ho Kitne Bhole Bhagwan (Bahu Ki Awaaz)
Chand Ko Banake (Bahu Ki Awaaz)
Na Chand Na Mang (Bahu Ki Awaaz)
Samadhin Ki Meina (Bahu Ki Awaaz)