Khushi Bhi Mili Humko from Bin Badal Barsaat Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

Raat khamoshi se aati hai chali jati hai
Jindagi dard ke sache mein dhali jati hai
Khushi bhi mili hamko to gum se bhari
Azab hai ye kismat ki jadugiri
Khushi bhi mili hamko to gum se bhari
Azab hai ye kismat ki jadugiri
Kali kali kam kali jai kali

Khoi khoi aaj kal dil ki har umang hai
Jane jindagi ka ye kaisa rang hai
Khoi khoi aaj kal dil ki har umang hai
Jane jindagi ka ye kaisa rang hai
Kabhi hai andhera kabhi roshni
Khushi bhi mili hamko to gum se bhari
Azab hai ye kismat ki jadugiri

Hasrate bujhi bujhi hausle thake thake
Milke bhi kiisi se hum mil nahi sake
Hasrate bujhi bujhi hausle thake thake
Milke bhi kiisi se hum mil nahi sake
Khili na baharo me dil ki kali
Khushi bhi mili hamko to gum se bhari
Azab hai ye kismat ki jadugiri

Pyar ki khushi hame mil saki na pyar mein
Kitne din gujar gaye intezar mein
Pyar ki khushi hame mil saki na pyar mein
Kitne din gujar gaye intezar mein
Kahani hamari adhuri rahi
Khushi bhi mili hamko to gum se bhari
Azab hai ye kismat ki jaudgiri
Khushi bhi mili hamko to gum se bhari
Azab hai ye kismat ki jaudgiri..

Song Details
Movie
Bin Badal Barsaat
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Bin Badal Barsaat

Bin Badal Barsaat
Dil Mein Teri Yaad Sanam
Ek Baar Zara
Jab Jaag Uthe Armaan
Khushi Bhi Mili Humko
Zindagi Kitni Khoobsurat Hai

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Kaise Rokenge Aise Toofan Ko (Anand Math)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Kuchh Dil Ne Kaha Kuchh Bhi Nahi (Anupama)