Chali Kaun Se Desh from Boot Polish Movie (Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi)

Chali kaunse desh gujariya tu saj dhaj ke
Chali kaunse desh gujariya tu saj dhaj ke

Jaun piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke
Jaun piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke
Chali kaunse desh gujariya tu saj dhaj ke

Chhalke mat pita kee ankhiya, rowe tere bachapan kee sakhiya
Bhaiya kare pukar ho, bhaiya kare pukar naa jaa ghar aangan taj ke
Jau piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke
Chali kaunase desh gujariya tu saj dhaj ke

Dur desh mere pee kee najariya, mai unki hu mere sanwariya
Bandhi lagan kee dor ho
Bandhi lagan kee dor maine sab soch samajhake
Jau piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke
Chali kaunase desh gujariya tu saj dhaj ke

Do din jag me dhum machaye, jake koyee wapas naa aaye
Khoj khoj thak jaye ho
Khoj khoj thak jaye do naina chand suraj ke
Jau piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke
Chali kaunase desh gujariya tu saj dhaj ke..

Song Details
Movie
Boot Polish
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Talat Mahmood
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Other Lyrics from Boot Polish

Chali Kaun Se Desh
Lapak Jhapak Tu Aa
Nanhe Munne Bachche
Taron Ko Dil Ki
Thahar Zara O Jane
Tumhare Hain Tumse

Other popular Lyrics by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Kya Hasino Ka Dil Nahi Hota (College Girl)
Jis Desh Mein Ganga Behti Hai (Title) (Jis Desh Men Ganga Behti Hai)
Kaisi Khushi Ki Hai (Nagina)
Chali Kaun Se Desh (Boot Polish)
Main Gaoon Tum So Jao (Brahmachari)
Dil Ke Jharokhe Mein (Brahmachari)
Hum Bhi Karte Pyar (College Girl)
Pehla Pehla Pyar Ka Ishara (College Girl)
Dekho Na Jao (Boy Friend)
Salam Aap Ki Meethi (Boy Friend)