Teri Akhiyon Mein from Bulandi Movie (Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah))

Hey aaah aaaah….
Chhedo naa mujhko chhedo, aise naa mujhko dekho
Jo dekhna hai kuch tumko hai to phir mere dil ko dekho
Hum pyaar ke hai rahe, dil pyaar ki hai manzil
Kis kaam ki yeh mehfil dil se na mila jo dil
Hoga milna hamara mushkil
Hoga milna hamara mushkil
Hoga milna hamara mushkil
Dekho dekho dekho aise mujhko naa chhedo
Kya kahega yeh zamaana, banjaayega fasaana
Badi hogi badnaami, hamein hogi pareshaani
Hum pyaar ke hai rahe, dil pyaar ki hai manzil
Kis kaam ki yeh mehfil dil se na mila jo dil
Hoga milna hamara mushkil
Hoga milna hamara mushkil
Hoga milna hamara mushkil

Teri ankhiyon mein jeena mujhe marna
Bas aur nahin hai kuch karna
Teri ankhiyon mein jeena mujhe marna
Bas aur nahin hai kuch karna
Teri marzi tu jaane, meri marzi main janoo
Maine kar liya faislaa

Teri ankhiyon mein jeena mujhe marna
Bas aur nahin hai kuch karna
Teri ankhiyon mein jeena mujhe marna
Bas aur nahin hai kuch karna
Teri marzi tu jaane, meri marzi main janoo
Maine kar liya faislaa

Teri ankhiyon mein jeena mujhe marna
Bas aur nahin hai kuch karna

Vaadon ka hai aaj mausam, hum koi vaada kare

Arre, yeh jaan bhi tumko deti, ab kya zyaada kare

Tera naam liya, tujhe yaad kiya, sab kuch main bhool gayi

O teri marzi tu jaane, meri marzi main janoo
Maine kar liya faislaa

O teri ankhiyon mein jeena mujhe marna
Bas aur nahin hai kuch karna

O teri ankhiyon mein jeena mujhe marna
Bas aur nahin hai kuch karna

Maange agar tu sitaare, main tod laaoon sanam

Karne hai kya yeh sitaare, tu chaand se kya hai kam

Deewana hua, mastaana hua, dil aise jhoom gaya

Teri marzi tu jaane, meri marzi main janoo
Maine kar liya faislaa
O teri ankhiyon mein jeena mujhe marna
Bas aur nahin hai kuch karna

O teri ankhiyon mein jeena mujhe marna
Bas aur nahin hai kuch karna

Dekho dekho dekho aise mujhko naa chhedo
Kya kahega yeh zamaana, banjaayega fasaana
Badi hogi badnaami, hamein hogi pareshaani
Hum pyaar ke hai rahe, dil pyaar ki hai manzil
Kis kaam ki yeh mehfil dil se na mila jo dil
Hoga milna hamara mushkil
Hoga milna hamara mushkil
Hoga milna hamara mushkil..

Song Details
Movie
Bulandi
Artist
Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
Music Directory
Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
Music Label
T-Series
Singers
Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Bulandi

Ae Bujho Ri Bujho
Humne Tumko Chun Liya
Hungama Ho Jaaye
Jab Gori Ne
Mujhe Hichki Lagi
Saari Duniya Mein
Teri Akhiyon Mein
Teri Meri Ik Jind

Other popular Lyrics by Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)

Jab Gori Ne (Bulandi)
Tamma Ae Tamma (Aar Ya Paar)
Teri Meri Ik Jind (Bulandi)
Yeh Zindagi (Anjaan)
Aar Ya Paar (Aar Ya Paar)
Chandni Raaton Mein (Anjaan)
Mann Chahe Sanam Mere Yaar (Aar Ya Paar)
Koi Aayega (Asambhav)
Mashuqa Rubi (Asambhav)
Raatein Badi Hain (Asambhav)