Mera Yar Bana Hai Dulha from Chaudhvin Ka Chand Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Mera yar bana hai dulha, aur phul khile hain dil key
Arey meree bhee shadee ho jaye, duwa karo sab mil key

Mera yar bana hai dulha, aur phul khile hain dil key
Arey meree bhee shadee ho jaye, duwa karo sab mil key

Aaj kee kushiya dekh key mera dil bhee ley angdayee
Mere bhee ghar ho dhum dhadaka aur baje shehanayee
Mai bhee sehara bandh key baithu bich bharee mehfil key

Mera yar bana hai dulha, aur phul khile hain dil key
Arey meree bhee shadee ho jaye, duwa karo sab mil key

Aye mere malik mere data mere palanhara
Aye mere malik mere data mere palanhara
Yar ko tune dulhan dey dee rah gaya mai hee kunwara
Mujhko bhee meree dulhan dey dey mai bhee hasu khil khil key

Mera yar bana hai dulha, aur phul khile hain dil key
Arey meree bhee shadee ho jaye, duwa karo sab mil key

Aye mere malik rahe hamesha teree salamat jodee
Aye mere malik rahe hamesha teree salamat jodee
Aaj tere sehare ne bhaiyya, mujhape kayamat todee
Meree bhee aankho me jage, khwab nayee manjil key

Mera yar bana hai dulha aur phul khile hain dil key
Are meree bhee shadee ho jaye, duwa karo sab mil key..

Song Details
Movie
Chaudhvin Ka Chand
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Chaudhvin Ka Chand

Badle Badle Mere Sarkar
Balam Se Milan Huga
Bedardi Mere Saiyan
Chaudhvin Ka Chand Ho
Dil Ki Kahani
Mera Yar Bana Hai Dulha
Mili Khak Main Mohabbat
Sharamaa Ke Ye Kyon Sab Pardaanashin
Yeh Duniya Gol Hai
Yeh Luckhnow ki Sar

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)