Saanson Ka Kya Hai Pata from Chor Aur Chand Movie (Various Artists)

Sanso kaa kya hai pata
Sanso kaa kya hai pata, sanso key bin jee lenge ham
Teree dhadkan kee dhun jo sun lenge ham

Sanso kaa kya hai pata
Sanso kaa kya hai pata, sanso key bin jee lenge ham
Teree dhadkan kee dhun jo sun lenge ham
Sanso kaa kya hai pata
Sanso kaa kya hai pata

Mud kar kise dekhna hai, chhuta hai saya kaha
Ham sath hain dhundh lenge kuchh roshnee key nishan
Jan gaye jine kee ham yeh ada sanso kaa kya hai pata
Jan gaye jine kee ham yeh ada sanso kaa kya hai pata
Sanso key bin jee lenge ham, teree dhadakn kee dhun jo sun lenge ham
Sanso kaa kya hai pata
Sanso kaa kya hai pata

Abb kya shikayat kare ham, kisko kahe bewafa
Apne liye jindagee toh, khud hai koyee hadsa
O…. Dekhenge abb aage hota hai kya

Sanso kaa kya hai pata
Sanso kaa kya hai pata, sanso key bin jee lenge ham
Teree dhadkan kee dhun jo sun lenge ham

Sanso kaa kya hai pata
Sanso kaa kya hai pata, sanso key bin jee lenge ham
Teree dhadkan kee dhun jo sun lenge ham
Sanso kaa kya hai pata
Sanso kaa kya hai pata..

Song Details
Movie
Chor Aur Chand
Artist
Various Artists
Music Directory
Nikhil, Vinay
Music Label
T-Series
Singers
Anuradha Paudwal, S. P. Balasubrahmanyam
Lyricist
Yogesh Gaud

Other Lyrics from Chor Aur Chand

Bat Kya Hai Kaise Kah De
Janam Janam Tumko Sanam Chaaha
Lagne Laga Hai Mujhe Aaj Kal
Mohabbat Mein Duniya Se Hum Na Darenge
Saanson Ka Kya Hai Pata
Sapnon Mein Aana
Sau Baar Humne Tumse Kaha
Sharma Ke Badalon Mein
Tere Bin Kahin Jiyara Laage Na
Tere Bina Mai Naa Rahu

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)