Patthar Kya Maarte Ho from Dariya dil Movie (Rajesh Roshan)

Kanta hamara pani na mange
Hum wo sanp hai kale
Kanta hamara pani na mange
Hum wo sanp hai kale
Aaj tu bachke ja na sakega
Chahe to police bula le
Aaj tu bachke ja na sakega
Chahe to police bula le
Aaj tu bachke ja na sakega
Chahe to police bula le
Aaj tu bachke ja na sakega
Chahe to police bula le

Patthar kya marte ho
Patthar kya marte ho dhad mar do
Dhad mar lo dhad mar do
Hum to yuhi mar jayenge
Ek bar aankh mar do
Ek bar aankh mar do
Patthar kya marte ho dhad mar do
Dhad mar lo dhad mar do
Hum to yuhi mar jayenge
Ek bar aankh mar do
Ek bar aankh mar do
Ha ha mar do na

Hum bhi hai jidd ke pakke
Marenge itne dhakke
Ke hosh tumhare udadenge
Haji chhkke hi chhakke chuda denge
Haji chhkke hi chhakke chuda denge
Haay haay lato ke bhut hai ye
Haay haay lato ke bhut hai ye
Bato se kab ye mante hai
Patthar kya marte ho dhad mar do
Dhad mar lo dhad mar do
Hum to yuhi mar jayenge
Ek bar aankh mar do
Ek bar aankh mar do
Ha ha mar do na ma

Beimani ka sahar or ka mal mara
Tukde hamare hi khate ho
Hamko hi akad kya dikhate ho
Hamko hi akad kya dikhate ho
Haye haye tum shamil ho jayo hum me
Haye haye tum shamil ho jayo hum me
Bahar tum kaheko jate ho
Patthar kya marte ho
Patthar kya marte ho dhad mar do
Dhad mar lo dhad mar do
Hum to yuhi mar jayenge
Ek bar aankh mar do
Ek bar aankh mar do
Patthar kya marte ho dhad mar do
Dhad mar lo dhad mar do
Hum to yuhi mar jayenge
Ek bar aankh mar do
Ek bar aankh mar do
Ha ha mar do na ma

Ise bindi laga do haji kajal bhi laga do haji
Powder bhi laga do haji jara lali laga do
Chudi to pahnado haji
Ghunghru bhi pehna do haji
Jhumke bhi lado haji
Ab sadi pahnado
Saj ke aaya mera yar hamari biradari me
Saj ke aaya mera yar hamari biradari me
Gori tere nakhre ki gajab hai bat
Gori tere nakhre ki gajab hai bat
Gori tere nakhre ki ha ha ha
Gori tere nakhre ki gajab hai bat
Chanda jaisa mukhda kiran jaisa hath
Saj ke aaya mera yar hamari biradari me
Saj ke aaya mera yar hamari biradari me
Saj ke aaya mera yar hamari biradari me
Saj ke aaya mera yar hamari biradari me...

Song Details
Movie
Dariya dil
Artist
Rajesh Roshan
Music Directory
Rajesh Roshan
Music Label
Venus Records
Singers
Chandrani Mukherjee, Mohammed Aziz
Lyricist
Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Other Lyrics from Dariya dil

Barse Re Sawan
Dariya Dil (Title)
Patthar Kya Maarte Ho
Tu Mera Superman
Woh Kehte Hain Hum Se

Other popular Lyrics by Rajesh Roshan

Teri Rashi Ke Lakho Hai (Aasoo Bane Angaarey)
Ae Dil E Nadan (Asmaan Se Ooncha)
Aaya Aaya Pyaar Ka Zamana (Bhagwaan Dada)
Dushman Na Kare (Aakhir Kyon?)
Kuch Hum Mein (Aap Mujhe Achche Lagne Lage)
Tu Mera Superman (Dariya dil)
Saat Rang Mein (Aakhir Kyon?)
Krrish Krrish (Krrish 3)
God Allah Aur Bhagwan (Krrish 3)
You Are My Love (Krrish 3)