Ek Chand Badalon Mein from Guardians Movie (Dr. V.P. Singh)

Ek chand badalon mein
Chhupa chhupa ke dekhta hai
Ek chand badalon mein
Chhupa chhupa ke dekhta hai
Mera chaand kitana sundar
Mera chaand kitana sundar
Aur kaisa dilruba hai

Mera pyaar hai zameen par
Insaan yaa devta hain
Mera pyaar hai zameen par
Insaan yaa devta hain
Us ko samaj na paaun
Us ko samaj na paaun
Sab se juda juda hai

Alhan hai naazani hai
Hai pyaar se bhi pyaari
Aye alhan hai naazani hai
Hai pyaar se bhi pyaari
Samja sakoon na dil ko
Samja sakoon na dil ko
Janmo se ye fidda hai
Mera pyaar hai zameen par
Insaan yaa devta hain
Ek chand badalon mein
Chhupa chhupa ke dekhta hai

Hum saath hi jeeyenge
Hum saath hi marenge
Hum saath hi jeeyenge
Hum saath hi marenge
Waada raha humara
Waada raha humara
Humne yahin adda hai
Ek chand badalon mein
Chhupa chhupa ke dekhta hai
Mera pyaar hai zameen par
Insaan yaa devta hai

Aisi huyi deewani
Kuchh hosh na pata hai
Ho aisi huyi deewani
Kuchh hosh na pata hai
So so janam ka apna
So so janam ka apna
Ye saath khuda hai
Ek chand badalon mein
Chhupa chhupa ke dekhta hai
Mera pyaar hai zameen par
Insaan yaa devta hai...

Song Details
Movie
Guardians
Artist
Dr. V.P. Singh
Music Directory
Dr. V.P. Singh
Music Label
Worldwide Records
Singers
Sumedha Karmahe, Udit Narayan
Lyricist
Dr. V.P. Singh

Other Lyrics from Guardians

Chadti Jawani Kare Panga
Ek Chand Badalon Mein
Maar Ke Aayi Tadaka Jawani
Pyar Banke Aap Meri Zindagi Mein
Ruthana Hai Agar Meri Jaane Jigar

Other popular Lyrics by Dr. V.P. Singh

Ek Chand Badalon Mein (Guardians)