Khul Kabhi Toh from Haider Movie (Vishal Bhardwaj)

Khul kabhi toh, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen
Boond boond barsoon main
Paani paani kheloon kheloon aur beh jaaoon
Geele geele hothon ko main
Choomun choomun aur keh jaaoon

Tu zameen hai, tu meri zameen
Khul kabhi toh, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen

Lab tere yun khule jaise harf the
Honth par yun ghule jaise barf the
Aana zara zabaan mein haule haule saans sa
Senk doon tujhe
Lab tere yun khule jaise harf the
Honth par yun ghule jaise barf the
Tu hi tu hai, main kahin nahi
Par kabhi toh khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen

Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha
Der tak gulmohar jhoom raha tha
Jal ke main sochta tha
Gulmohar ki aag hi mein phenk doon tujhe
Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha
Der tak gulmohar jhoom raha tha
Tu meri kasam tu mera yakeen
Khul kabhi toh, khul kabhi kahin
Main aasmaan, tu meri zameen
Boond boond barsoon main
Paani paani kheloon kheloon aur beh jaaoon
Geele geele hothon ko main
Choomun choomun aur keh jaaoon...

Song Details
Movie
Haider
Artist
Vishal Bhardwaj
Music Directory
Vishal Bhardwaj
Music Label
UTV Motion Pictures
Singers
Arijit Singh
Lyricist
Gulzar (Sampooran Singh Kalra)

Other Lyrics from Haider

Aaj Ke Naam
Aao Na
Bismil
Do Jahaan
Gulon Mein Rang Bhare
Jhelum
Khul Kabhi Toh

Other popular Lyrics by Vishal Bhardwaj

Khamakha (Matru Ki Bijlee Ka Mandola)
Totey Ud Gaye (Ek Thi Daayan)
Carbon Copy (Drishyam)
Chor Police (Matru Ki Bijlee Ka Mandola)
Chupdi Chachi (Chachi 420)
Dum Ghutta Hai (Drishyam)
Lautungi Main (Ek Thi Daayan)
Badal Uthiya (Matru Ki Bijlee Ka Mandola)
Alvida (Bhagmati)
Kajrare Naina Wali (Chupke Se)