Ye Ajal Zindagi from Elan Movie (Naushad Ali)

Ye ajal hai zindagi
Gam ka zamana tal gaya
Ab kya girengi bijliya
Jab aashiya hi jal gaya

Aao sabe gum aaye ja
Sare jaha par chhaye ja
Ab tuhi tu rah jayegi
Ab kal na hargiz aayegi
Wo dil jo dushman tha tera
Wo zindagi ka din mera
Wo din hamesha ke liye
Ha din wahi din dhal gaya
Gum ka zamana tal gaya

Is umar ka awaal fanah
Is umar ka aakhir fanah
Ek jhuth ka darbar hai
Watil fanah jahil fanah
Ye zindagi kuch bhi nahi
Ye zindagi kuch bhi nahi
Natak ka jhootha khel hai
Jab tak chala so chal gaya
Gum ka zamana tal gaya
Aayi azal hai zindagi
Gum ka zamana tal gaya
Ab kya girengi bijliya
Jab aashiya hi jal gaya...

Song Details
Movie
Elan
Artist
Naushad Ali
Music Directory
Naushad Ali
Music Label
Saregama
Singers
Amirbai Karnataki
Lyricist
Zia Sarhadi

Other Lyrics from Elan

Aaine Men Ek Chaand Si Surat
Aayee Ajal Ai Zindagi
Allah Nigahban Tera
Dekh Khuda Ki Shan Saheli
Dil Ke Arman Nikalu Mai
Ek Baar Phir Se Aajaa
Insan Ki Tehzeeb Pe
Kuch Aur Sitam Honge
Mere Pehaloo Mein
Teraa Jahan Aabad Hai
Ye Ajal Zindagi

Other popular Lyrics by Naushad Ali

Takra Gaya Tumse Dil Hee To Hai (Aan)
Bhole Bhaale Se (Aawaz De Kahan Hai)
Aayi Re Holi Aayi (Aawaz De Kahan Hai)
Suhani Raat Dhal Chuki (Dulari)
Tujhe Kho Diya Hamne (Aan)
Kaho To Aaj Bol Du (Aaina)
Maan Mera Ehsan (Aan)
Dil Mein Chhupake Pyar Ka (Aan)
Ab Kaun Hai Meraa (Anmol Ghadi)
Aaja Meri Barbaad Muhabbat (Anmol Ghadi)