Fariyad Meri Sun Le from Ghar Ki Izzat Movie (Govind Ram)

Fariyad meri sun le
Fariyad meri sun le
Fariyad meri sun le
Jara aasman wale
Fariyad meri sun le
Jara aasman wale
Jee bhar gaya duniya se mera
Mujhko utha le
Fariyad meri sun le
Jara aasman wale
Jee bhar gaya duniya se mera
Mujhko utha le

Jina bhi muphuliso ka
Dushwar kar diya hai
Jina bhi muphuliso ka
Dushwar kar diya hai
Inshan ne inshan ko
Inshan ne inshan ko
Lachar kar diya hai
Lachar kar diya hai
Mushkil mein parbhu kaun siva tere sambhale
Mushkil mein parbhu kaun siva tere sambhale
Jee bhar gaya duniya se mera
Mujhko utha le

Toofan uth raha hai
Andher ho gaya hai
Toofan uth raha hai
Andher ho gaya hai
Kismat to so gayi hai
Kya tu bhi so gaya hai
Kismat to so gayi hai
Kya tu bhi so gaya hai
Naiya hai ab hamari
Naiya hai ab hamari
Toofan ke hawale
Jee bhar gaya duniya se mera
Mujhko utha le
Fariyad meri sun le
Fariyad meri sun le
Fariyad meri sun le
Jara aasman wale
Fariyad meri sun le
Jara aasman wale
Jee bhar gaya duniya se mera
Mujhko utha le...

Song Details
Movie
Ghar Ki Izzat
Artist
Govind Ram
Music Directory
Govind Ram
Music Label
Saregama
Singers
Shamshad Begum
Lyricist
Ishwar Chandra Kapoor

Other Lyrics from Ghar Ki Izzat

Aankho Se Aankho Ko
Baag Mein Koyaliya
Bahut Betaqalluf
Bane Hain Hum
Boot Polish Karawaa Le Baabu
Fariyad Meri Sun Le
Meri Duniya Ke Garibo
Sari Duniya Ke Sartaj
Wah Re Zamane

Other popular Lyrics by Govind Ram

Boot Polish Karawaa Le Baabu (Ghar Ki Izzat)
Bahut Betaqalluf (Ghar Ki Izzat)
Baag Mein Koyaliya (Ghar Ki Izzat)
Aankho Se Aankho Ko (Ghar Ki Izzat)
Wah Re Zamane (Ghar Ki Izzat)
Sari Duniya Ke Sartaj (Ghar Ki Izzat)
Meri Duniya Ke Garibo (Ghar Ki Izzat)
Fariyad Meri Sun Le (Ghar Ki Izzat)
Bane Hain Hum (Ghar Ki Izzat)