Duniya Jawan Hai from Rail Ka Dibba Movie (Ghulam Mohammed)

Dunia jawan hai dil meharban hai
Aise me aap
Rim jhim bahar ka hai pyar ka mausam
Jab ye saman hai dil kyu viran hai
Jine ke dil balam hote hai kam
Aao na hum
Rim jhim bahar ka hai pyar ka mausam

Dunia shamshan hai paisa bhagwan hai
Tangi me har kadam milta hai gum
Ghutta hai dam
Paisa ho pas to na rog hai na gum

Ba ki degree khoti
Na tan pe hai langoti
Kapda hai or na hai roti
Kapda hai or na hai roti
Degree ko khalo bhaiya
Police karwa lo bhaiya
Jute chamkalo bhaiya
Unchi dukan hai fika pakwan hai
Dunia me aake hum jhele sitam
Hare na dam
Paisa ho pas to na rog hai na gum

Ye jag hai gum ki basti
Hai isme baka masti
Jiwan se maut sasti
Jiwan se maut sasti
Kale bazar wale tode hazar tale
Fir bhi hai bhole bhale
Surat insan hai dil me saiyan hai
Paise ke hai hai karam
Kaise sharam paisa dharam
Paisa ho pas to na rog hai na gum
Dunia shamshan hai paisa bhagwan hai
Tangi me har kadam milta hai gum
Ghutta hai dam
Paisa ho pas to na rog hai na gum...

Song Details
Movie
Rail Ka Dibba
Artist
Ghulam Mohammed
Music Directory
Ghulam Mohammed
Music Label
Saregama
Singers
Gandhari, Mohammed Rafi
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Rail Ka Dibba

Aangan More Aao Ji
Bhagwan Teri Duniya Me
Chhum Chhama Chhum
Duniya Jawan Hai
Papi Duniya Se Door Chale

Other popular Lyrics by Ghulam Mohammed

Chal Diyaa Kaarwaan (Laila Majnu)
Chali Pee Ke Nagar (Mirza Ghalib)
Mohabbat Ki Dhun Bekarar (Dil-E-Nadaan)
Aah Ko Chahiye Ek Umar (Mirza Ghalib)
Aankhon Mein Hai (Laila Majnu)
Duniya Jawan Hai (Rail Ka Dibba)
Chhum Chhama Chhum (Rail Ka Dibba)
Yeh Raat Suhani Raat Nahi (Dil-E-Nadaan)
Leejo Babul Humara Salaam Re (Dil-E-Nadaan)
Bhagwan Teri Duniya Me (Rail Ka Dibba)