Chala Kaafila Pyar Ka from Shart Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

Auro ko is tarha
Na re bar bar dekh
Pehlu mein tere bhi hai
Koi bekarar dekh
Chala kaafila pyar ka
Chala kaafila pyar ka
Pehle dil ki baat hamara
Saath phakat ek rat ka
Chala kaafila pyar ka
Pehle dil ki baat hamara
Saath phakat ek raat ka
Chala kaafila pyar ka

O chupke se chhed tu
Baat koi pyar ki
Laut ke na aayegi
Raat ye bahar ki
O chupke se chhed tu
Baat koi pyar ki
Laut ke na aayegi
Raat ye bahar ki
Haath mein le le haath,
Hamara saath
Phakat ek raat ka
Chala kaafila pyar ka
Chala kaafila pyar ka
Pehle dil ki bat hamara
Saath phakat ek raat ka
Chala kaafila pyar ka

Puchhenge tumse
Jo kal ye sitare
Kaha hai musafir
Wo sathi tumhare
Puchhenge tumse
Jo kal ye sitare
Kaha hai musafir
Wo sathi tumhare
Phir dil me chubegi baat,
Hamara saath
Phakat ek raat ka
Chala kaafila pyar ka
Chala kaafila pyar ka
Pehle dil ki bat hamara
Saath phakat ek rat ka
Chala kaafila pyar ka

Zara pyar kar le
Bichhadne se pehle
Ye rangin mehfil
Ujadne se pehle
Zara pyar kar le
Bichhadne se pehle
Ye rangin mehfil
Ujadne se pehle
Hoye dam bharti ye baat,
Hamara saath
Phakat ek raat ka
Chala kaafila pyar ka
Chala kaafila pyar ka
Pehle dil ki baat hamara
Saath phakat ek raat ka
Chala kaafila pyar ka
Chala kaafila pyar ka
Chala kaafila pyar ka
Chala kaafila pyar ka...

Song Details
Movie
Shart
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Shart

Ae Mere Chaman Mein
Chala Kaafila Pyar Ka
Chand Ghatne Laga
Dekho Wo Chand Chhupake
Dil Mera Hai Deewana
Jana Na Chhod Ke
Mere Hamsafar Tujhe Kya Khabar
Mohabbat Mein Meri Tarah
Na Ye Chand Hoga
Piya Main To Huyi Bawari

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Aise Daaton Mein Ungli (Biwi Aur Makan)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Aao Bachchon Tumhen Dikhaayen (Jagriti)