Ae Mere Chaman Mein from Shart Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

Kaun hai aur kaha hai,
Ye na tu jan sake
Meri aawaz se pehchan
Jo pehchan sake
Ae mere chaman
Main hu wo kali

Ae mere chaman
Main hu wo kali
Jo fiza mein tujhse bichhad gayi
Kisi badnasib ki baat hu,
Kisi badnasib ki baat hu
Jo bani to banke bigad gayi
Ae mere chaman
Main hu wo kali

Meri hasrato ne garur se
Tujhe aaj jo dekha dur se
Meri hasrato ne garur se
Tujhe aaj jo dekha dur se
Hai kasam teri meri jaan me
Hai kasam teri meri jaan me
Nayi ek jaan si pad gayi
Ae mere chaman
Main hu wo kali

Zara dekh le mujhe ek nazar
Tujhe kya khabar mere bekhabar
Zara dekh le mujhe ek nazar
Tujhe kya khabar mere bekhabar
Meri zindagi ki bahar to,
Meri zindagi ki bahar to
Teri aarzu main ujad gayi
Ae mere chaman mai hu wo kali
Jo fiza mein tujhse bichhad gayi
Kisi badnasib ki baat hu
Kisi badnasib ki baat hu
Jo bani to banke bigad gayi
Ae mere chaman
Main hu wo kali...

Song Details
Movie
Shart
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Shart

Ae Mere Chaman Mein
Chala Kaafila Pyar Ka
Chand Ghatne Laga
Dekho Wo Chand Chhupake
Dil Mera Hai Deewana
Jana Na Chhod Ke
Mere Hamsafar Tujhe Kya Khabar
Mohabbat Mein Meri Tarah
Na Ye Chand Hoga
Piya Main To Huyi Bawari

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Kaise Rokenge Aise Toofan Ko (Anand Math)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Kuchh Dil Ne Kaha Kuchh Bhi Nahi (Anupama)