Jahan Mein Aayi Diwali from Taj Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

Jaha me aayee deewali bade charaagh jale
Hamaare dil me magar tere gham ke daagh jale
Jaha me aayee deewali bade charaagh jale
Hamaare dil me tere gham ke daagh jale
Kadam kadam pe charaago kaa aaj mela hai
Bujha huwa mere dil kaa, diya akela hai
Kabhee na aise kisee kee khushee kaa baagh jale
Hamaare dil me magar tere gham ke daagh jale

Ajib rang liye abb ke aayee deewali
Ajib rang liye abb ke aayee deewali
Kisee ne ghar ko jala ke manaayee deewali
Udhar charaagh idhar dil kaa daagh daagh jale
Jamin pe utara huwa kaafila sitaaro kaa
Dilaaye yaad sama, pyaar kee bahaaro kaa
Jo tum nahee ho toh kaise, mera charaagh jale
Hamaare dil me magar tere gham ke daagh jale
Jahaan me aayee diwaali bade charaagh jale
Hamaare dil me magar tere gham ke daagh jale...

Song Details
Movie
Taj
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Taj

Balma Ho Ja Main
Bansi Ki Dhun Sun
Bansuriya Phir Se Baja
Ek Baat Bata
Gori Bulaye Tera
Jahan Mein Aayi Diwali
Jhoom Jhoom Kar
Mohe Chhod Gaya
Moree Binatee Suno
Tum Sang Laage Piya

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Kaise Rokenge Aise Toofan Ko (Anand Math)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Kuchh Dil Ne Kaha Kuchh Bhi Nahi (Anupama)