Meri Aan Bhagwan from Toofan Aur Diya Movie (Vasant Desai)

Meri aan bhagwan meri aan bhagwan
Kan kan se ladi hai unse bhi aaj ladegi
Meri bat tumhe rakhni padegi
Meri bat tumhe rakhni padegi
Meri aan bhagwan
Dekho apne ke dukh chhupaoge mukh
To apas ki rad badegi
Meri bat tumhe rakhni padegi
Meri bat tumhe rakhni padegi
Meri aan bhagwan

Humne to suna hai bado ke mukh se
Apne balko se unko bhi pyar hai
Humne to suna hai bado ke mukh se
Apne balko se unko bhi pyar hai
Phir kyu bhulte ho sabke ke pita
Phir kyu bhulte ho sabke ke pita
Kuch hamara bhi tum pe adhiakr hai
Kuch hamara bhi tum pe adhiakr hai
Ladkhadate hai paw
Ladkhadate hai paw
Aur dekh rahe tum
Kya ye nayya bhawar me ladegi
Meri bat tumhe rakhni padegi
Meri aan bhagwan

Meri palko ka tod kinara
Lagi bahene jo aasu ki dhara
Meri palko ka tod kinara
Lagi bahene jo aasu ki dhara
Teri dharti bahegi tera ambar bahega
Bah jayega angan tumhara
Meri sunke bhagwan
Meri sunke bhagwan
Tune diya nahi dhyan
Jaban meri kisse ladegi
Meri bat tumhe rakhni padegi
Meri aan bhagwan
Meri aan bhagwan
Kan kan se ladi hai
Unse bhi aaj ladegi
Meri bat tumhe rakhni padegi
Meri bat tumhe rakhni padegi
Meri aan bhagwan...

Song Details
Movie
Toofan Aur Diya
Artist
Vasant Desai
Music Directory
Vasant Desai
Music Label
Saregama
Singers
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist
Bharat Vyas

Other Lyrics from Toofan Aur Diya

Aaya Re Aaya Bhaajiwala
Ankhon Mein Ankhein Daal Ke
Dil Tumne Liya
Meri Aan Bhagwan
Meri Chhoti Si Behan
Muraliya Baaje Ri
Piya Te Kahan Gayo
Yeg Kahani Hai Deeye Ki

Other popular Lyrics by Vasant Desai

Aao Bachchon Khel Dikhaaye (Aashirwad)
Naav Chali Naani Ki Naav Chali (Aashirwad)
Bikhar Gaye Bachpan Ke Sapne (Goonj Uthi Shehnai)
Ik Tha Bachpan (Aashirwad)
Chandrama Ja Unse Keh De (Bharat Milap)
Jo Dil Peh Gujarati Hai (Dahej)
Muqaddar Ke Hathon (Sheesh Mahal)
Bade Bhole Ho Hanste Ho (Ardhangini)
Tune Jo Idhar Dekha (Ardhangini)
Saaf Karo Insaf Karo (Aashirwad)