Saiyan Kyon Mujhe Aayi Angadayi from Duniya Rang Rangili Movie (Omkar Prasad Nayyar)

Saiyan kyon mujhe aayi angadayi
Haye ye kaisi najr milayi
Kate na ye tanhayi
Mar na dale teri judai
Tere bin dekha raha nahi jaye
Tere bin dekha raha nahi jaye
Pyar ye mera tujhko bulaye
Pyar ye mera tujhko bulaye
Sune kab baat jiya harjai
Bol ye kaise lagan lagayi
Kate na ye tanhayi
Mar na dale teri judai

Kabhi sharamau kabhi ghabrau
Kabhi sharamau kabhi ghabrau
Baat main dil ki kaha batau
Baat main dil ki kaha batau
Kahe hazar najar sharmaye
Haye re jalim teri duhai
Saiyan kyon mujhe aayi angadayi
Haye ye kaisi najr milayi

Khile jab nile gagan par tare
Khile jab nile gagan par tare
Aan ke milna nadi kinare
Aan ke milna nadi kinare
Nahi gum aaj jo ho ruswayi
Pyar ki ab to kasam khayi
Kate na ye tanhayi
Mar na dale teri judai...

Song Details
Movie
Duniya Rang Rangili
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Jan Nisar Akhtar

Other Lyrics from Duniya Rang Rangili

Are Mera Balam Kitna Zalim
Kiya Yeh Kya Tune Ishara
Saiyan Kyon Mujhe Aayi Angadayi
Saiyan Saiyan Chhod De
Tujhko Na Koi Gum
Tumse Dil Kya Lagaya
Woh Jo Chahnewale Hai

Other popular Lyrics by Omkar Prasad Nayyar

Mere Lehange Mein (Basant)
Hame Koi Gham Hai (Bhagam Bhag)
Yaar Badshah Yaar Dilruba (C.I.D. 909)
Tumse Dil Kya Lagaya (Duniya Rang Rangili)
Saiyan Saiyan Chhod De (Duniya Rang Rangili)
Hai Duniya Usiki (Kashmir Ki Kali)
Sun Zaalima Pyaar Hamko (Aar Paar)
Phool Se Gaalon Pe (Baap Re Baap)
Ab Yeh Bata Jaayen (Baap Re Baap)
Maajhi Albele (Baaz)