Zamana Hanse Bhool from Ghar Sansar Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Zamana hanse bhool aisi na karna
Ye hai budzili tera baimaut marna
Ye mat bhul tu baap hai or pati bhi

Tere sath masum do zindagi bhi
Tere bad duniya mein kya unka hoga
Tere bad duniya mein kya unka hoga
Kaha unko jag mein sahara milega
Sahara milega
Kaha unko jag mein sahara milega
Kaha unko jag mein sahara milega
Kaha unko jag mein sahara milega

Inhi ke liye muskura ke jiye jaa
Burai ke badle duaye diye jaa
Bhala karne wale
Chale andhiya gham ke
Tufan aaye
Chale andhiya gham ke
Toofan aaye

Tere ye kadam dagmagane na paye
Tere ye kadam dagmagane na paye
Ghute dam to kya sans
Phi bhi liye jaa
Burai ke badle duaye diye jaa
Bhala karne wale bahlai kiye jaa
Burai ke badle duaye diye jaa...

Song Details
Movie
Ghar Sansar
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)

Other Lyrics from Ghar Sansar

Bhabhi Kare Appeal
Bhala Karne Wale Bhalai
Chhedo Dhun Matwalon Ki
Honth Gulabi Gaal Katore
Sapnon Ki Dor Bandhi
Yeh Hawa Yeh Nadi Ka
Zamana Hanse Bhool

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)