Aao Yaaro Aao from Ek Ke Baad Ek Movie (Sachin Dev Burman)

Aao yaro aao pyaro
Dekho khel nirala
Ram se yari karta hai
Inshan ko thagne wale
Ha aise bagla bakto se
Tum bachke ke rahna ji
Ha bachke ke rahna ji
Ha aise sant nahanto se
Tum bachke ke rahna ji
Ha bachke ke rahna ji

Suno bhai puja khoti, khoti
Niyat khoti, khoti
Are khote sare dande
Sare dande khote
Are puja khoti niyat khoti
Are khote sare dande
Ulfat ka har khel bighade
Nafrat ke ye bande
Ha inke khote fando se
Tum bachke rehna ji
Ha bachke ke rahna ji

Din pyar ke
Din pyar ke milne ki hai raate
Chhodo ji chhodo
Piya duniya ki ya baate
Nazar milai to
Duniya se darr na kya
Hume muhobbat mai
Jeena hai marna kya
Nazar milai to

Ye zindagi
Ye zindagi
Tere hai deewane
Dil ki lagi
Dil hi pahechane
Dil mil gaye
Utha ghum ka dera
Maane na maane koi
Mai teri tu mera

Nazar milai to
Duniya se darr na kya
Hume muhobbat mai
Jeena hai marna kya
Nazar milai to

Hum sab mile
Hum sab mile tute sab deeware
Jiti khusi saare ghum haare
Haa is raah mai dheere dheere aana
Kaanto pe chalna hoga
Chal ke ruk na jaana

Nazar milai to
Duniya se darr na kya
Hume muhobbat mai
Jeena hai marna kya
Nazar milai to...

Song Details
Movie
Ek Ke Baad Ek
Artist
Sachin Dev Burman
Music Directory
Sachin Dev Burman
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Kaifi Azmi

Other Lyrics from Ek Ke Baad Ek

Aao Yaaro Aao
Batao Kya Karungi
Chali Ye Fauj
Hath Pasare
Na Tel Aur Na Baati
Pagli Hawa Jane
Thumak Thumak

Other popular Lyrics by Sachin Dev Burman

Neend Churayi Chain Churaye (Anuraag)
Ab Ke Baras Bhejo Bhaiya Ko Baabul (Bandini)
Baharon Ki Mehfil Suhani Rahegi (Benazir)
Kanto Se Khich Ke Ye Aanchal (Guide)
Mubarak Ho Mubarak Ho (Bewaqoof)
Na Tel Aur Na Baati (Ek Ke Baad Ek)
Saiyyan Dil Main Aana (Bahar)
Aankh Khulte Hi Tum (Munimji)
Ae Zindagi Ke Rahi (Bahar)
Ankhon Se Ankho Ka (Bewaqoof)