Dekhne Waalo Tham Lo Dil Ko from Krorepati Movie (Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi)

Dekhne walo tham lo dil ko
Apna tamasha shuru ho gaya
Dekhne walo tham lo dil ko
Apna tamasha shuru ho gaya
Husn ne haskar thodi kayamat
Fir se wo kissa suru ho gaya

Meri wafa ka unko pata kya
Unka sabab nasha
Meri wafa ka unko pata kya
Unka sabab nasha
Unka jamana mahfil me unki
Kisse karu main gila
Kisse karu main gila
Dekhne walo tham lo dil ko
Apna tamasha shuru ho gaya
Husn ne haskar thodi kayamat
Fir se wo kissa suru ho gaya

Waqt hai thoda rat jara si
Chnd bhi dhalne ko hai
Waqt hai thoda rat jara si
Chnd bhi dhalne ko hai
Ab din e nadan hosh me aaja
Chal wo chalne ko hai
Chal wo chalne ko hai
Dekhne walo tham lo dil ko
Apna tamasha shuru ho gaya
Husn ne haskar thodi kayamat
Fir se wo kissa suru ho gaya

Koi to roke aur batade
Main kahne aaya tha kya
Koi to roke aur batade
Mai kahne aaya tha kya
Wo to hai nadan sajhe na samjhe
Kya hai ishara mera
Kya hai ishara mera
Dekhne walo tham lo dil ko
Apna tamasha shuru ho gaya
Husn ne haskar thodi kayamat
Fir se wo kissa suru ho gaya...

Song Details
Movie
Krorepati
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Chorus, Kishore Kumar
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Other Lyrics from Krorepati

Aap Huye Mere Balam
Dekhne Waalo Tham Lo Dil Ko
Haye Sawan Ban Gaye Nain
Kaabul Ki Main Naar
O Ladke Badhte Badhte
O Meri Maina Are Sun Mera Kehna
O Sajana Na Puchh Mujhase
Pehle Murgi Hui Thi Ki Anda
Saiyyan Na Chhedo Dil Ke Taar

Other popular Lyrics by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Kya Hasino Ka Dil Nahi Hota (College Girl)
Jis Desh Mein Ganga Behti Hai (Title) (Jis Desh Men Ganga Behti Hai)
Kaisi Khushi Ki Hai (Nagina)
Chali Kaun Se Desh (Boot Polish)
Dil Ke Jharokhe Mein (Brahmachari)
Hum Bhi Karte Pyar (College Girl)
Main Gaoon Tum So Jao (Brahmachari)
Pehla Pehla Pyar Ka Ishara (College Girl)
Awaaz Deke Humein Tum Bulao (Professor)
Badatamiz Kaho Yaa Kaho Jaanavar (Budtameez)