Tumhari AankhenTumhari Aankhen from Dharmputra Movie (Datta Naik)

Bhul sakta hai bhala kaun yeh pyaree aankhe

Rang me dubee huyee nind se bharee aankhe

Bhul sakta hai bhala kaun



Meri har sans ne har soch ne chaha hai tumhe

Jab se dekha hai tumhe tab se saraha hai tumhe

Bas gayi hai meri aankho me tumhari aankhe

Rang me dubi huyi nind se bhari aankhe

Bhul sakta hai bhala kaun



Tum jo najro ko uthao toh sitare jhuk jaye

Tum jo palko ko jhukao toh jamane ruk jaye

Kyun na ban jaye in aankho ki pujari aankhe

Rang me dubi huyi nind se bhari aankhe

Bhul sakta hai bhala kaun



Jagti rato ko sapno ka khajana mil jaye

Tum jo mil jao toh jine ka bahana mil jaye

Apni kismat pe kare naz hamari aankhe

Bhul sakta hai bhala kaun yeh pyari aankhe

Rang me dubi huyi nind se bhari aankhe

Bhul sakta hai bhala kaun...

Song Details
Movie
Dharmputra
Artist
Datta Naik
Music Directory
Datta Naik
Music Label
Moserbaer Music
Singers
Mahendra Kapoor
Lyricist
Sahir Ludhianvi

Other Lyrics from Dharmputra

Aaj Ki Raat
Chaahe Yeh Maano Chaahe Woh Ma
Jai Janani Jai Bharat Maa
Jo Dil Deewana Machal Gaya
Main Jab Bhi Akeli Hoti Hoon
Naina Kyon Bhar Aaye
Tumhari AankhenTumhari Aankhen
Yeh Kiska Lahu Hai Kaun Mara

Other popular Lyrics by Datta Naik

Main Tumhi Se Poochhti Hoon (Black Cat)
Choli Bheegi Lat Bheegi (Aag Aur Daag)
Patli Kamar Tirchi Nazar (Choron Ka Chor)
Tora Manva Kyon Ghabraye (Sadhna)
Kahoji Tum Kya Kya Kharidoge (Sadhna)
Jo Dil Deewana Machal Gaya (Dharmputra)
Beta Dar Mat Dar Mat (Bhai-Bahen)
Kam Nahin Sharab Se Shokhiyan (Aag Aur Daag)
Humse Badhkar Kaun Hoga Aapka (Aag Aur Daag)
Tere Is Pyar Ka Shukriya (Aag Aur Daag)