Saare Jahan Ke Samne from Main Tera Dushman Movie (Various Artists)

Saare jahan ke samne ikarar kar liya
Saare jahan ke samne ikarar kar liya
Are abb jo ho so ho hamne pyar kar liya
Apna tumhe jeevan sathee svikar kar liya
Apna tumhe jeevan sathee svikar kar liya
Are abb jo ho so ho,
Abb jo ho so ho hamne pyar kar liya
Saare jahan ke samne ikarar kar liya

Hur jannat ki tujhko dekhe toh
Hur jannat ki tujhko dekhe toh,
Husn par tere woh bhi jal jaye
Main toh insan hu devatao par,
Roop ka tere jaadu chal jaye
Teri preet me rab ka bhi deedar kar liya
Saare jahan ke samne ikarar kar liya
Apna tumhe jeevan sathee svikar kar liya

Paas tu hai jab koi manjil kya
Paas tu hai jab koi manjil kya
Sath tu hai jab koi sahil kya
Tera ghar aangan jab mila mujhko,
Duniya walo ki koi mahafil kya
Dono jahan ki khushiyo par adhikar kar liya
Saare jahan ke samne ikarar kar liya
Apna tumhe jeevan sathee svikar kar liya

Ek pal bhi sahi na jaye abb hamse teri doori
Duniya walo se le li teri chahat ki manjuree
Ho.. Har pahara uth jayega deevar hai jo tutegi
Re maine mana liya kismat ko tu mujhse kya ruthegi
Sabke dil me hamne ghar taiyar kar liya
Saare jahan ke samne ikarar kar liya
Are abb jo ho so ho hamne pyar kar liya
Apna tumhe jeevan sathee svikar kar liya
Are abb jo ho so ho hamne pyar kar liya
Saare jahan ke samne ikarar kar liya
Saare jahan ke samne ikarar kar liya...

Song Details
Movie
Main Tera Dushman
Artist
Various Artists
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
T-Series
Singers
Alka Yagnik, Shabbir Kumar
Lyricist
Anjaan

Other Lyrics from Main Tera Dushman

Jinhe Chahiye Daulat Rabba
Jugni Aayee Dhulhan Bankar
Saare Jahan Ke Samne
Tauba Tauba Jab Tujhe Dekhu

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)