Mujhko Sahara Dene Wale from Issi Ka Naam Duniya Hai Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Mujhko sahara dene wale
Ye dil kahe tera sukariya
O mujhko sahara dene wale
Ye dil kahe tera sukariya
Zamana jo de na saka tune diya
Mujhko sahara dene wale
Ye dil kahe tera sukariya

Kab se bhatakte the raho mein hum
Kab se bhatakte the raho mein hum
Dil mein chupaye hue dunia ka gham
Dil mein chupaye hue dunia ka gham
Jab se hua hai hamse tera karam
Ho ji khushi se deewana dekho nache jiya

Mujhko sahara dene wale
Ye dil kahe tera sukariya
Zamana jo de na saka tune diya
Mujhko sahara dene wale
Ye dil kahe tera sukariya

Samjh mein na aaye kya mai badle mein du
Samjh mein na aaye kya mai badle mein du
Tamanna yahi hai teri ban ke rahu
Tamanna yahi hai teri ban ke rahu
Dil mein bithake teri pooja karu
Mai hu teri pujaran tu hai mera devta

o Mujhko sahara dene wale
Ye dil kahe tera sukariya
Mujhko sahara dene wale
Ye dil kahe tera sukariya
Zamana jo de na saka tune diya
Mujhko sahara dene wale
Ye dil kahe tera sukariya...

Song Details
Movie
Issi Ka Naam Duniya Hai
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)

Other Lyrics from Issi Ka Naam Duniya Hai

Akad Kar Ja Rahe Hai
Issi Ka Naam Duniya Hai (Title)
Jahan Jayenge Deewane
Mujhko Sahara Dene Wale
Ya Habibi
Yeh Mehfil Yeh Botal

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)