Teri Meri Kahaani from Gabbar Is Back Movie (Various Artists)

Mujh mein safar tu karti rahe
Har ik saans mein guzarti rahe

Shaamo subah tu mera
Tere bina kya mera
Do jismo jaan ek hai
Na hona kabhi tu juda

Teri meri kahaani
Hai baarishon ka paani
Banke jo ishq barse
Teri meri kahaani

Teri meri kahaani
Hai baarishon ka paani
Banke jo ishq barse
Teri meri kahaani

Dekho na kaisi ijaazat mili hai
Ek doosre mein hifaazat mili hai

Jeene ki saari zaroorat mili hai
Ye jaam hi hai jaisa yunhi hamesha
Hamesha rahe jis tarah

Shaamo subah tu mera
Tere bina kya mera
Do jismo jaan ek hai
Na hona kabhi tu juda

Teri meri kahaani
Hai baarishon ka paani
Banke jo ishq barse
Teri meri kahaani

Teri meri kahaani
Hai baarishon ka paani
Banke jo ishq barse
Teri meri kahaani

Mujh mein safar tu karti rahe
Har ik saans mein guzarti rahe

Hum se ye jo bhi harqat hui hai
Mohabbat mohabbat mohabbat hui hai

Kuch itne hain hum tum
Kami kuch nahi hai
Jitna bhi jeena hai
Tujhko hi jeena hai
Jeete rahein jis tarah

Shaamo subah tu mera
Tere bina kya mera
Do jism jaan ek hai
Na hona kabhi tu juda

Teri meri kahaani
Hai baarishon ka paani
Ban ke jo ishq barse
Teri meri kahaani

Teri meri kahaani
Hai baarishon ka paani
Ban ke jo ishq barse
Teri meri kahaani...

Song Details
Movie
Gabbar Is Back
Artist
Various Artists
Music Directory
Chirantan Bhatt
Music Label
Zee Music Company
Singers
Arijit Singh, Palak Muchhal
Lyricist
Manoj Yadav

Other Lyrics from Gabbar Is Back

Aao Raja
Coffee Peetey Peetey
Teri Meri Kahaani
Warna Gabbar Aa Jayega

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)