Kabhi roke muskuraye,

Kabhi roke muskuraye,
Kabhi roke muskuraye, kabhi muskurake roye Teri yaad jab bhi aayee, tujhe bhula bulake roye Ek tera hi naam tha jise hazaar baartha likha Jise khush hue the likhkar use mita mitake roye…
  

Jan, 24 2012     186 chars (2 sms)     874 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

teri yaadon ka sahara lekar gum galat kiye humne zindagi ke adnaame pe aaj khoon ke dastakhat kiye humne.
Zindagi, manjil, waqt kisi ne humara saath nahi diya, Sab par se puri tarah vishwas uth gaya. Is duniya se ub gaya hai ab humara jiya, Kisi ko kitna hi chaha kam reh gaya.
Kisiko apna banane me dar lagti hai, ek vada nibhane me dar lagti hai, pyar to pal bhar me ho jata hai, magar unhe bhulane me umar lagti hai.
Sapne Sare Torr Ker Baithe Hain Dil K Arman Chor K Baithe Hain Na KiJiye Humse Wafa Ki Batain Hum Abhi Abhi Dil K Tukre Jorr K Baithe Hain
Khamosh plko s bh kr jab aasu ate he, aap kya jane ap kitna yad ate he. Aaj v hm usi mod pr khde he, jaha apne kha tha k ruko hm av ate he
Dil Ki Baat Zaban Tak Lana Kitna Mushkil Hai Halay Dil Auroon Ko Sunana Kitna Mushkil Hai Aik Humain Hai Teri Chahat,Aik Dunya Ki Majbori Beech Samandar Diya Jalana Kitna Mushkil Hai
Hum ne to jaan loota di pyaar me, Mehboob ne hi dhokha de diya, Hum ne to khushiyaan maangi thi, Uss ne hi zindagi bhar kaa gum de diya.
Bhule he woh kuch is tarah hame,k unhe samjhana bhi mushkil ho gaya,kya pata koi khata ho gayi hamse ya KOI AUR unke zyada KAREEB aa gaya..
Aaj keh diya phir na kehna kabhi meri nazro se dur na rehna kabhi khushi bankar labzo pe aaye ho tum ashq bankar ankho se na behna kabhi
Aashiq ne khuda se kaha,'aai khuda aap kabhi ishq mat karna.. Bemaut mare jaoge,hum to mar k aap k paas aajate hai.. Par aap kahan jaoge.....
dekh kar ankhon ka haal sanam na manlo ke kitna soye hai. puchlo chand aur suraj se ke raat din kitna roye hai?
YE MOHABAT KRNE WALE BI AJEEB HOTE HE,KUCH KHUSHNASHIB TO KUCH BADNASHEEB HOTE HAIN,JO APNO PE VAFA LUTAYE VO AMIR TO JO VAFA SE KHEL JAYE VO GAREEB HOTE HAIN.