Shikayatein to itni

Shikayatein to itni
Shikayatein to itni kar di tumne,ki reh na gaya kucch keh jaane ke liye.pyaar kiya maine kabhi tumse,ye kaafi tha zindagi bitaane ke liye.
  

Jan, 24 2012     138 chars (1 sms)     1882 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Hum Bewafa Har Giz Na Thay Par Hum Wafa Kar Na Sakay Humain Mili Us Ki Saza Jo Khata Hum Kar Na Sakay
Idhar Zindgi Ka Janaza Uthe Ga..Udhar Zindgi Un Ki Dulhan BaneGi..Qyamat Se Pehle Qyamat Hai Yaaro Mere Samne Meri Dunya LutteGi..
Galti Se Pyar Kr Baithe Nadan The Uski Aadat or Fitrat Se Anjan The Waqt Ne Hme Khilona Bna Diya Varna Hum B Kabhi Mehfilo Ki Shan The
meri baat sun, teri aankhon mein jo ek ashque aa gaya yakeen kar oh bewafa , woh tujhe wafa bana gaya
Dil tuta to 1 aawaj aayi Chir k dekha to 1 cheekh nikal aayi Socha kya hoga is virane dil me Lahu se dhokar dekha to Unki tasvir nikal aa
Raat sunti rahi hum sunate rahe, dard ki dastan hum batate rahe, mita na sake yaadein jinki dil se, naam likh-likh kar unka mitate rahe.
Mahobat or maut 2no hi bin bulaye mehman hote h,kab aa jaye koi nhi janta, lekin 2no ka 1hi kam h,1dil le jati hai, to dusri DHADKAN
Hajam nahi hota, agar koi behad pyaar kare; Barsaat bhi agar had se gujre; barsaat nahi rehti
Jakhm itne gahare he ki ijhar kya kare, ham khud nishana ban gaye, war kya kare, Mar gaye ham par khuli rahi aankhe, aab isase jyada unka intejar kya kare?
mere andaaz wo samajh naa sake, mere jazbaat wo samajh naa sake, wo samajh naa sake meri majbooree, mere haalaat wo samajh naa sake...
KAANTO ka dard phoolon ki daali hi samjhe, phoolon ka dard baag ka maali hi samjhe,Yeh kaisi 'REET' banayee kudrat ne, Deepak ka dil jale or log diwaali smjhe.
BAHAAR AA BHI JAYE TO KYA HO JAYEGA HAM AKELE HONGE AUR DIL BHI AKELA HOGA, KASH KI TUM AATE BAHAAR KE SATH TUM SE KAHTE VO SARE DUKH JO TUMHAARE BIN GUJARE HAIN.