Bemausam Barsat

Bemausam Barsat
Bemausam Barsat Aaj Mujhse Kuch Keh Gayi,In Baaho Me Aaj Phir Uski Kami Reh Gayi,Ek Pal Ke Liye Use Gale Lagaya Mene,Aur Phir Uski Yaad Aansu Bankar Beh Gayi
  

Jan, 24 2012     157 chars (1 sms)     1063 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Muskurane ki vajah kya jane hum Hum to unki yaad ko tazaa karte hai. Kambakth ye hasi bhi aisi hai ki Unki judai mein bhi ro kar muskurati hai.
Huyi hum se ye naadani,K teri mehfil mein aa baithe,Ho k zameen ki khaak,Aasman se dil laga baithe.
Mana K Mera Katil Wohi Tha Sare Shehar Me Tarif K Kabil Wohi Tha,Kehta Tha Tera Hoon Tera Hi Rahunga par Lagi Jo Dushmano Ki Mehfil To Sab Se Age Bhi Wohi Tha
Mere dil ki kahani ye bayan karti hai,pray ashiqo ko badnam karti he,Is badnami k bawzud jo mohabat karte hai ,unhe Marne k Bad Duniya Salam karti he.
Jane lagi jab wo chhod kr hath mera, Toote dil ne himaakat kar di, Socha tha k chhupa lenge gam apna, Pr kmbakht ankho ne bgawat kar di.
Jo Teri Nazar Se Guzar Jaya Krte Hai Wo Sitare Aksar Toot Jaya Krte Hai Kuch Log Dard Ko Bayaan Nhi Krte Bas Chup Chap Bikher Jaya Krte Hain
Mera Is Se Door Jane Ka Irada Na ThaIs Ke Sath Mera Sada Sath Rehne Ka Bhi Wada Na Tha Wo Muje Ab Yaad Na Karegi Kbhi Janta Tha Main Per Wo Muje Itni Jaldi Bhool Jayegi Is Bat Ka Andaza Na Tha
Tanhaiyaan bhi naa mayassar ki hum jee bhar k role, Manale gham thora sa, k ansuoN ko bhar bhar ke role,
Roothna mat hamein manana nahi aata Door mat jana hamein bulana nahi aata Tum bhool jao hamein tumhari marzi Hum kya karen hamein to bhulana bhi nahi aata
dard sahne se nahi darte hum,par us dard ke khatm hone ki koi aas to ho.dard chahe jitna bhi dardnaak kyu na ho,par dard dene waale ko uska ehsaas to ho.
Jhuki nazron se ikrar mat karna, nazre utha kar inkar mat karna, raat bhar tadapte ho kisi ki yado me, aur dusron ko kehte ho kisi se pyar na karna…
Mujhai dard-e-ishq ka maza maalum hai, Dard-e-dil ki intha maalum hai, Zindgi bhar mooskrane ki dua na do yaro, Mujhai pal bhar mooskrane ki saza maalum hai.