Naa jaane kyon

Naa jaane kyon
Naa jaane kyon hume aansoo bahana nahi aatanaa jaane kyon hume haale dil sunana nahi atakyon sabhi bichad jaate hain hamesha humse shayad hume hi saath nibhana nahi aata
  

Jan, 25 2012     169 chars (2 sms)     1057 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Tootte Hue Tare Ko Dekh Kar Maine Kaha_A Dil Mang Le Tu Bhi Fariyad Koi_Par Dil Se Awaz Aai Ki Jo Khud Toot Raha Hai_Kaise Poori Karega Wo Fariyad Koi... !!!
Woh roye to bahot par muh mod ke roye,Bade majbur honge jo dil tod ke roye,Hamare saamne kar diye hamari tasvir ke tukde,Baad me wohi tukde jod jod ke woh roye
Jaan kar bhi mujhe jaan na paaye, Aaj tak woh mujhe pehchan na paye, Khud hi kar li hamne bewafai, Taki unpar koi ilzaam na aaye.....
Raat itni haseen thi Ke saare so rahe the Hum hi aise badnaseeb the Jo aap ki yaad main ro rahe the
Aae dil tu mohabbat karta kyu hai,Jo karta hai to phir tadapta kyu hai,Jo baith gaya hai dil me pyaar ka dard ban kar,Woh aankho ke raaste nikalta kyu hai.
Usne Jab Mere Sapno Ki Barat Lota Di To Hmne Uske Pyar Ki Hr Sogat Lota Di Jab Usne Mulakto K Din Lota Diye Mene B Use Milan Ki Tmam Rate Lotadi.
Unhe bhul jaye vo nazar kaha se laye. Kisi aur ko chahe vo jigar kaha se laye. Rah nahi sakte unke bina. Uff bhi na nikle vo zeher kaha se laye.....
Suna hai Pyar karne wale Ajib hote hain,Khushi ke badle Gam Nasib hote hain.Kisi se Pyar na karna kabhi,Kyo ki Pyar karne wale bade Badnasib hote hai
SAZAA denewale Humse RAZA poochte hai.. Jab Jee Rahe hai to jeene ki wajah Poochte hai.. Dete hai khudi humko ZEHER.. Aur kitna hai Asar ye poochte hai ....
Khusboo ne phool ko ek ehsaas banaya, Phool ne baagh ko kuch khaas banaya, Chahat ne mohabbat ko ek pyaas banaya, Mohabbat ne ek aur Devdaas banaya.
Kbi Himat To Kbi Hosle Se Hr Gye Hm Bdnaseeb Thay Jo Her Kisi Se Har Gye Ajeeb Khel Ka Medan Hy Ye DuniyaK JisKo Jeet Chuke UsiSe Har Gye
Hume pyaar nahi tha Unhone karna sikha diya,hum bewafa nahi the Unhone bana diya,ab kya wafa kare hum unse,jab unhone kabr ki mitti me bhi zeher mila diya.