Tanhayi ki ye

Tanhayi ki ye
Tanhayi ki ye kuch aisi ajab raat hai,Tujhse judi huyi har yaad mere saath hai,Kis kadar ki thi mohabat humne tumse,Soch kar huyi aaj ashqon se mulaqat hai.
  

Jan, 25 2012     156 chars (1 sms)     987 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Diwane hai hum tujhe bhi bana denge,dil me tere pyar ki shama jala denge,raho chahe jitne v pathar dil banke,apni yado se tumko bhi ruLa denge.
Dil me kuch bacha nahi dard ke siwa, aankho me aata nahi koi aansu ke siva, Dost tu matsaath chodna mera, zindagi me kuch bacha nahi teri Dosti ke siwa
Usko Bas Itna Bata Dena..Itna Aasaan Nahi Hain Tumhe Bhula Dena..Teri Yaadein bhi Tere Jaisi Hi Hain..Unhein Aata Hai Bas Rula Dena
Mit gaye hain sab zakham, Bas nishaan baaki reh gaya, Saza puri ho gayi, Karna gunaah baaki reh gaya.
Dariya wafaoo ka kabi rukta nhi...Mohabat me insaan kabhi jukta nhi...Hum chup h kisi ki khushi k liye...Aur woh sochte h dil hamare dukhta nhi
Humne Iss Duniya Main, Itne Zakhm Khaaye Hain Mujhse Jo Bichad Gaye, Wo Khud Mere Saaye Hain Jee Rahaa Hoon Zindagi Main In Aansuon Ke Sahaare Mere Liye To Ab Apne Bhi Paraaye Hain
Eh aasmaan wale jameen par uttar kar dekh, hoti hai kaya judai tu bhi bichad kar dekh.....
gam ka shikwa kabi na karna, gam to cheez hi aisi hai,aap sada khush rahen hamara kya, hamari to taqdeer hi aisi hai.
Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai Is ghum ke mausam mein, mera dil ro raha hai Aur alam kuch is tarah ho raha hai Hum jaag rahe hain, sara jahaan so raha hai
Aaj Se Pehale Usaka Khayal Na Tha, Dil Itana Mazboor Na Tha, Itana Kisika Aitabar Na Tha, Muzako Kisi Se Pyar Na Tha
Khte he pyar khkar btaya nhi jatahr wqt ye ehsas jtaya nhi jatanadan he wo log,jo ye nhi jante Chup reh kr yun humdum ko staya nhi jata.
Aansu ki bundo ko noor kr diya,tanha jeene ke lye majbur kar diya,ye kaisa khel khela takdir ne mere sath,jo dil ke karib tha mere usko hi mujhse door kar diya