Ye Jo Mosam

Ye Jo Mosam
Ye Jo Mosam Hai Guzer Jaye Ga Dil Uske Bad Shyad Behal Jayega Uski Bewafai Per Matam Kyun Kare Mujhko Malom Tha Wo Ek Roz Badal jaye Ga.
  

Jan, 25 2012     136 chars (1 sms)     766 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

mere to dard bhi auro ke kaam aate hain me ro padu to bahut loog muskurate hain khuda jane wo loog kaise sukun paate hain dilo ke khail me jo haar jaate hain
Royegi aakhe muskurane ke baad, aayegi raat din dhaljane ke baad, oh janewale zara mud ke dekh, shayad yeh ZINDAGI hi na rahe tere jaane ke baad…
Aaina Hoon Main Mere Saamne Aakar Dekho Khud Nazar Aaogye Jo Aankh Mila Ker Dekho Mere Gham Mai Mari Takdeer Nazar Aati Hai Dugmagaaoge Mera Dard Utha Ker Dekho
KHUDA KI IBAADAT ME JAB BHI YE HAATH UTHAYE, YEHI DUA MAANGI-HAR KHUSHI TUMHE MIL JAAYE........, MERI ZINDAGI SE TUM JEEYO, TUMHARI MAUT SE HUM MAR JAAYE.
aaj phr mazaar pe diya jala gya mujko jagakar jane kahan chala gya chori thi dunya ki khush rahega wo aanso gira k kabr pe mujko rula gya
Wo muzh se pooch raha tha batao kaisa laga, Tum peechle zakhm ko chodo,Yeh ghao kaisa laga... Ajab sawal kyia andhiyon ne patton se, Shajar se toot ke Girna batao kaisa Laga
Meri Zindagi Ka Anzam Dekh Kar Kismat Bhii Aaj Royi.. Main Ho Gaya Har Kisi Ka Mera Na Ho Saka Koi.
Dil se roye magar hothon se muskura baithe, yun hi hum kisi se wafa nibha baithe, woh hame ek lamha na de paye, Jinke liye hum apni zindagi gawaa baithe.
Ishq sabhi ko jeena sikha detha hai, wafa ke naam par marna sikha deta hai,Ishq nahi kiya tho kar ke dekho,Zalim har dard ko sehna sikha deta hai.....--
Chiragon ko aur tej kar do kyunki roshni bahut kam hai aur main tamaam umar tera intezaar kar longa phir bhi yeh gam rehega ki Zindagi kam hai
Muskurane ki vajah kya jane hum Hum to unki yaad ko tazaa karte hai. Kambakth ye hasi bhi aisi hai ki Unki judai mein bhi ro kar muskurati hai.
Lut jaati hai duniya humhari tanhaiyon ko dekhkar, jis tarah lut jaateen hai lehren kinara ko dekhkar. tumbhi sahara na dena mere janaaze ko, kaheen zinda na ho jaun tumhara sahara ko dekhkar..