Suna he usne

Suna he usne
Suna he usne baharon se dosti karlihume bhulakar sitaron se dosti karliLaakar chhod diya humko maujo me tanhaor khud kinaaro se dosti karli.
  

Jan, 25 2012     140 chars (1 sms)     1668 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Bhuj gay hain jo dea un ko jala kar dekho!! Phool guldano main Kagaz k saaja kar dekho!! Ap ko agar andaza nahi ho mere tot jane ka!! Koi pather kesi Shishe per bhi gira kar dekho!!
Badi mehnat se meri duniya lutai hogi, meri mohabbat ki hasti bhi mitai hogi, la tere pairon me marham laga dun,mere dil ko thokar marne me chot to aayi hogi..
Khali shishe bhi nishaan rakhte hain... Tute hue dil bhi armaan rakhte hai... Joh khaamoshi se guzar jaye, woh dariya bhi dil me toofan rakhte hain
"ye kaisi kashmakash hai zindagi me, kisi ko dhundte hai hum kisi me.
Rulane se pahale ek bar hasaya to hota, kasur kya hai is dil ka bataya to hota, mili saza us khata ki jo na ki kabhi hamne, kaash ye dil kabhi kahi lagaya na hota.
BOTAL CHHUPA DO KAFAN MEIN MERE... SHAMSHAN MEIN PIYA KARUNGA... JAB MANGEGA HISAAB KHUDA TO, PEG BANA KE DIYA KARUNGA.
Tum bhi jano mein bhi janu lahere aati hai jati hai phir kyu likha naam mera kinare par tum bhi jano mein bhi janu
mat puch mujh se mere sabar kii wasatain kahan tak hai sata kar dekh le zalim teri takat jahan tak hai sitamgar tujh se umeed kiran hogi jinhain hogi hamain tu dekhna yah hai kay tu zalim kahan tak hai
Mohobbat ki Kashti me Sawar the Hum, Socha tha Pahuch Jayenge Chahat k Gaon me, Dubne Lage to Ehsas Hua, Hum to Baithe the Kagaz ki Naav Me. .
Zindagi Mein Aye Hai Kuch Daur Is Tarah Sawan Mein Aate Hain Toofan Jis Tarah Muje Se Door Ho Chuke Wo Mere Apne Kuch Aise Ki Marne Ke Baad Jism Se Rooh Jis Tarah.
Raat dhal gayi, sitare chale gaye.. gairo se kya gila jab apne chale gaye.. jeet to sakte the ishq ki baji hum bhi.. par unko jitane ke liye hum harte chale gaye
Uske ansuo ne lab bhigo diye varna abhi mere dukho ki dastan baki he,gamo se keh do u na sath chode, abhi mere jism me kuch or jan baki h.