Apno Ne Zahar

Apno Ne Zahar
Apno Ne Zahar Ka Jaam De Diya Gairon Ne Bewafa Naam De Diya Wo Jo Kehte Ki Bhul Na Jana Hume Aaj Unhone Hi Bhari Mehfil Me Anjaan Keh Diya.
  

Jan, 25 2012     139 chars (1 sms)     973 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Nikle jab aansu unki aankh se,Dil karta hai sari duniya jala dun,Phir sochta hun honge duniya mein uske bhi apne, kahin anjane mein mai use aur na rula dun.
UNKI DOLI UTHI MERI MAYAT UTHI WO SAJKE GYI MUJE SAJAYa GYA WO UTH K GYi MUJE UTHAYA GYA FARk SIRF ITNA H UNHE APNAYA GAYA MUJE DAFNAYA gaya
Wo samajh na sake, haal-e-dil hum keh na sake,Kaise bataye unko hum unke bina reh nahi sake,Kabhi laut ke na aane ki kasam tod di humne,Un ashkon ke liye jo aankhon se beh na sake
Mere Dard ko kis ne dekha hai, jisne dekha hai sirf mujhe dekha hai, aksar rotaa hoon tanhaion mein,mehfil mein logo ne mujhe haste dekha he
Sambhaalne se sambhal jayega sab, guzara waqt na aane dena tum ab, bhulana nahi to yaad bhi na karna, kisi ke pyar me khud ko yun barbaad na karna.
Aap ki badd-dua bhi dua bann k lagi, aapke har gham ne bhi sukoon diya, hum zinda hai toh yeh jaankar k pyarse na sahi par, aapne hume yaad toh kiya…
Har Pal Unke Bare Me Sochte He Kabi Khud ko Kabi Khuda Ko Koste He,Jab Unka Bi Dil Chahta He Humse Milna,Fir Kyu Wo Apne Kadmo Ko Rokte He
Hume pyaar nahi tha Unhone karna sikha diya,hum bewafa nahi the Unhone bana diya,ab kya wafa kare hum unse,jab unhone kabr ki mitti me bhi zeher mila diya.
Tanha Chod Kar Humko Hosla Bhi Dete Ho,Saans Cheen Kar Jeene Ki Dua Bhi Dete Ho,Ek Taraf Judai Ka Ghum Bhi Jari Hai,Aur Muskurane Ka Mashwara Bhi Dete HO.
Pathar ki is duniya me aksar kwab toot jaya karate hain.Palako bhi sambhal ke band karana..palako ke peechhe sapane bhi toot jaaya karate hain
Ek Hook Si Dil Mein Oothti Hai Ek Dard Sa Dil Mein Hota Hai Hum Raat Ko Baith Kar Rote Hain Jab Sara Aalam Sota Hai.
Aasma hi Juk Gya Kisi Kami K Vaste Mar Rahe The Hum khushi K Vaste Zindgi Hi Lut Gyi To Kaun Puch Ta Hai Yaha DhundTe Hi Reh gaye Khusi Ke Raste…