Bhari Mehfil Me

Bhari Mehfil Me
Bhari Mehfil Me Tanha Rehna Sikha Diya, Unke Ishq Me Jhooth Kehna Sikha Diya, Kisi Dard Ya Khushi Ka Ehsaas Nahi Ab, Sab Kuchh Pyar Ne Sehna Sikha Diya.
  

Jan, 25 2012     152 chars (1 sms)     1064 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Vo Hum Ko Pathar Aur Khud Ko Phool Keh Kar Muskaraya Karte Hain..Unhain Kia Pata Pathar To Pathar He Rehtain Hain..Phool Hi Murjaya Karte Hain...
Kabhi fursat milley toh chali aana Tujhe apne dil ke zakham dikhlayege Kya beeti hai tum bin is dil per Yeh mere aansu tujhe batayege.
Kya batau mera hai haal kaisa, Ek din guzarta hai ek saal jaisa, Tadapta hoon is kadar bewafaayi me uski, Yeh tan bante jaa raha hai kankaal jaisa.
Yadein teri satati hain aaj bhi Milne ki aarzuein tarasti hain aaj bhi Aankhen hazar bar ki koshish k bavajud Ruk-2 k baar-2 barasti hai aaj bhi.
AAKHEN KHOLU TO CHERA TUMARA HO, BAND KARU TO SAPNE TUMHARA HO, MAR BHI JAU TO KOI GAM NAHI, AGAR KAFAN KE BADLE ACHAL TUMHARA HO.
hasane ke bad kyon rulati hai duniya, jaane ke bad kyon bhulati hai duniya, baki rehti hai kya kasar zindgi me, ki marne ke bad bhi jalati hai duniya......
Wafa na kar pau to naraz mat hona dilse utar jau to naraz mat hona pyar mera saccha hai ek din dikhaunga maut mohlat na de to naraz mat hona.
Kanch ka tohfa na dena kabhi, Ruth ke log tod diya karte hai! Jo bahot acche ho, unse pyar na karna, aksar aache log hi dil tod diya karte hai!
Phir yehi Tanhai bhi tumara saath degi!! Ek bar dil se Humain Pukar kar bhi dekho!! Mil jaygi Mohabaat kise Rahygozar main bhi! Apne Sar se ye Ameere ka taj Utar kar dekho!!
pathzad ko apnate hai log yaha koi nahi hai hume chahane wala jahan dekha waha hariyaali paaya bas apne kadmonke niche banzar zameen paaya
JAKHM JAB MERE SINE ME BHAR JAYENGE, ANSU BHI MOTI BANKAR BIKHAR JAYENGE, YE MAT PUCHNA KIS KIS NE DHOKA DIYA, VARNA KUCH APNO KE BHI CHEHERE UTAR JAYENGE...
KITNI NAZME DIL SE NIKLI, KUCHH LIKH NA SAKA KUCHH YAAD NAHI,DO LAFZ MEHFIL ME YAAR KI TAARIF ME KAHI,LOGON NE KAHA VAAH KYA BAAT KAHI !