Beete Hue Lamhe

Beete Hue Lamhe
Beete Hue Lamhe Yaad Na Karo, Ae Ishq Hume Yun Barbaad Na Karo, Ankho Ke Samundar Sukh Gaye Hai, Ab Inhe Barsane Ki Fariyad Na Karo
  

Jan, 25 2012     131 chars (1 sms)     19406 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Seh liya har dard humne haste haste" ujd gaya ghar mera yaaro baste baste" ab wafa kare to kis se kare yaaro" wafa karne gaye to bewafa hi mile raste raste.. """
Hmne Unse Pucha Tha Bewfai Kya Cheez Hai? Unhone Kaha Yahi Ruko Hm Abhi Aaye Aur Aaj Tak Nahi Aaye!
Jis din tum se dil laga baithe, tanhai me gamo ki mehfil laga baithe, tum to kho gaye is duniya ki bheed me, or hum apni hi duniya me aag laga baithe.
aansuo ko bohut samjhaya, tanhai mei aaya karo mehfil mei yuh humara mazaak na udaya karo, aansu tadap ke bole mehfil mei aapko tanha paate hai,isiliye hum chale aate hai.
Dil tadpata raha or woh jane lage… sang guzre har lamhe yaad aane lage… khamosh nazro se dekha jo usne mud kar… yu bhingi palko se ham bhi muskurane lage…
Kisi ki yadoon mein khona achha nahi lagta humein kisi ke liye tanha jeena achha nahi lagta humein hum to kaat chuke hain bohut phele tanha zindagi ab phir se kisi ke liye marna achha nahi lagta humein
Beshak Wo Mere Khayalo me Khoyi Hogi,Ghar Walo Ko Batane ke Liye Palke Bandh Karke Soyi Hogi,Aankh Me Aansu To Nahi,Par Wo Meri Yaad Me Royi to Hogi.
Hothon pe ulfat ka naam hota hai ankhon me chhalakata jam hota hai talwaaron ki zarurat vaha kise jahan nazaron se Qatl-e-Aam hota hai.
Pyar ka izhar hum unse kya kare chot khaye he hum vaar kya kare sans bandh ho gayi or aankhe khuli rahiis se jyada hum unka intezar kya kare..
Shaam udas thi subaah udas thi,kafan me lipti hue meri laash thi,ae mere gharwalo muje wahi dafnana jaha meri aur USKI paheli mulakat thi
Ruth Gaya Hai Manane Wala,Ab Koi Nahi Mere Naaz Uthanewala;Jane Kya Sochta Hai Yeh Khula Darwaza,Shayad Rasta Bhool Gaya Hai Koi Aanewala.
Yuhi apni Dosti me gehrai rahe,chahe kyu na umarabhar judai rahe.1 hi aarzu dil me samai rahe,saji aapki Mehfil,bhale yahan Tanhai rahe.