Dosto hum bewafa

Dosto hum bewafa
Dosto hum bewafa na the, par hume kisine bana diya. Ab to nafrat ho gayi hai MOHABBAT k naam se.
  

Jan, 25 2012     96 chars (1 sms)     1153 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Har ishk ka matlab gam nahi hota,duriyan badhne se pyar kam nahi hota,waqt bewaqt ho jati hai aankhen nam kyonki yaadon ka koi mausam nahi hota.
Lagta hai jaise mitai thi hasti, Sab jaise ab hara hua sa lagta hai .. Jaane kitne wade liye-diye, Chhootne pe sab bojhil sa dikhta hai…
Ret k saher me asiana banaya tha,Kagaz ki kasti ka sahara banaya tha,Zoka hawaka sab kuch udale gaya,Sayad hamnehi Rista Kamzor banaya tha
Aji unse kaisi mohabbat, jinhone kadar naa hamaari jaani; Hamaare dil ke shamshaan mein, us mohabbat ki kabbr hai bani!!
Tute hue tare ko dekhkar mene kaha, A dil le tu bhi fariyad koi, Par Dil se aawaz aayi ki jo khud tut raha he, Kaise puri karega vo fariyad koi.
Har pal har lamha karte the jinhe hum yaad, kabhi sirf kabhi kabhi hoti thi jisse baat. Aaj wo hi nahin mere paas.Jiski baate soch kar apni tanhai ko bhuljata tha, jinhe yaad kar ke kabhi hasta tha to kabhi udaas hota tha. Aaj wo hi nahin mere paas.
Log aate hain log jate hain, Pyar dete hai pyar le jate hai. Kabhi akele baithkar sochna, Jo sabse zyada pyar karte hai, Wohi sabse zyada dard de jate hai.
Mohabbat sikha kar juda ho gaye Na socha na samjha khafa ho gaye Duniya mein kisko hum apna kahein Agar tum hi bewafa ho gaye!!
Baaki kuch na raha zamaane mein Jawani guzar rahi mehkhaane mein Ab to karle mere pyaar pe yakeen Warna zindagi beet jaayegi aazmane mein..!
Dil k zakhmo par mat ro mere yaar, wkt har zkhma kaa marham hota hai, dil se jo sachaa pyaar kare, unka to khuda bhi deewana hota hai..
Dil ki hasrat zubaan par aane lagi,Tumhe dekha aur zindagi muskurane lagi, Ye deewangi thi ya meri nazar ka dhokha,Har cheez mein surat teri nazar aane lagi.
Zindgi me Kabhi Kabhi aisha haal hota hey chehra itna Hsata hain par dil andar se rota HAI hum apni manzil samajate hey USKA HUMSAFAR KOI OR HOTA HEY: