Mukadar Se Lad

Mukadar Se Lad
Mukadar Se Lad Saku Ye Meri Aukaat Nahi. Me wo Sakhsh hu Khuda Jiske Sath Nahi. Waqt ayega To Kah Dunga Khuda Se Ki. Mera Mukadar Likhna Tere Bus Ki Baat Nahi.
  

Jan, 25 2012     159 chars (1 sms)     985 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Konsa Zakham Tha Jo Taro-taza na Tha Zindgi Mein Itne Gham Thy Ke Andaza Na Tha Unki Jheel Si Ankhon Ka Is M Kia Qasoor Dubne Walon Ko Gehrai Ka Andaza Na Tha
Phulo ki tarif to sab karte hai.Badi mushkil se log kato par gaur karte hai.Mali to sirf naam ke hote hai.Asli hifazat to kate karte ha
Main chup tha tou chalti hawa ruk gayi, zubaan sab samajhte hain jazbaat ki, Sitaaron ko shaayad khabar hi nahin, musaafir ne jaane kahaan raat ki...
Jinki tamana dil me thi, Judai ab hum unki sehete hai. Furat nahi unhe humse baat karne ki, Is liye hum har waqt khamosh se rehte hai.
KIs kadar har taraf tanhai hai,Ujalo me andhero ki parchhai hai,kya hua jo gir gaye palko se aansu,Aaj phir Shayad yaad unki chupke se chali aayi he.
Pyar Sikhakar Wo Juda Ho Gaye,Na Socha Na Samja Bas Khafa Ho Gaye,Ab Kisko Hum Apna kahenge,Wo Bhi Auro Ki Tarah Bewafa Ho Gaye.
Jab hame unse mohabbat thi, Tab unhe hamari Mohabbat par shak tha. Jab unhe ehsaas hua hamari Mohabbat ka tab hum per kisi aur ka hakk tha...'
Daniswaro ka dil hu, khirat ka khyal hu, Jo hal na ho sake kabhi aisa sawal hu, pagal bana diya he muje tere intejar ne, me tere intezar ki zinda misal hu.
Ishq dariya hai jiska sahil nahi hota, Har dil mohabbat ke kabil nahi hota, Rota woh bhi hai joh duba ishq-e-sagar me, Aur rota woh bhi hai jise ishq hasil nahi hota…
Ruth jao kitna par mana lenge,Dur jao kitna bhi par bula lenge,Dil akhir dil hai, koi sagar ki ret nahi,jo likh ke nam apka mita denge...
CHAND B AP SE JLTA HOGAJB KBI WO APKI HNSI KO TKTA HOGA KITNI PYRI JHEEL SI ANKHEIN HAI APK IBADNSEEB HAI WO ANSU JO APKI ANKH S GIRTA HOGA
Zindagi se bas yehi gila hai,Khushi ke baad, kyu gam mila hai,Humne to unse wafaa hi ki thi..Par nahi jaante the ki wafa kaa bewafaai hi silaa hai.